Why people do not wait on profit line insted of loss line.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Why people do not wait on profit line insted of loss line.
    G haan aisa hi hy profit k oper log wait ni krty halanky un ko chahiy wait karen q k jab profit ki trf trend shuru hota hy to kuch time k liay profit up down hota hy laikn derpa final profit hi hoata hy.
    Jb k log loss main der tk wait krty hen k shayed lot profit ki trf aay laikn pher aisa ni hota. Aor log loss kar bethty hen.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Bhai yahan py asa he hota hy q k market py zaida depand ni kr sgty tora profit lo aur next trade py chly jao
    • #3 Collapse

      اصل پيغام ارسال کردہ از: nasirali304 پيغام ديکھيے
      G haan aisa hi hy profit k oper log wait ni krty halanky un ko chahiy wait karen q k jab profit ki trf trend shuru hota hy to kuch time k liay profit up down hota hy laikn derpa final profit hi hoata hy.
      Jb k log loss main der tk wait krty hen k shayed lot profit ki trf aay laikn pher aisa ni hota. Aor log loss kar bethty hen.
      Main bahut Baar Dekha Hai 800score Jab Jyada profit ho raha ho to wo aur profit ki Creed karte hai aur unko lost hone lag jata hai Lekar traders Apne loss ko Jyada der tak Rehne Dete Hain aur iski Wajah ho sakti hai K traders sochte Hain Unka loss recover ho jayega
      • #4 Collapse

        yes main apki baat say agreee karti ho kuch log apne tp ka wait karte hain yaha tak k unka tp hit hote hote trade wapis chali jati hain is liye hum ko chahiye k hum ko froex ki merket pay ziyda risk lena nhe chahiye qk merket kahi b jah skti hain is liye hum ko chahaiye k hum trader thora thora profit le k dosri trade ki taraf chaly jy is say hum profit b le skte hain and kisi trade main phans b nhe skte hain
        • #5 Collapse

          G bilkul aisa hi karns chaye per aisa karte bahat hi km log hein koun jb apko profit hots hai tu ap us ko mazid barta ho dekh skte hein lekin khtam hoty hoty wohi profit ko loss main change hona koi bhi nai dekhna chata hanke market agr up ke trend main ja rhi hai tu wo mazid jay gi per sabar karna bahat km trader ka kam hai aur wo km profit per khush ho trade close kar dety hein
          • #6 Collapse

            اصل پيغام ارسال کردہ از: nasirali304 پيغام ديکھيے
            G haan aisa hi hy profit k oper log wait ni krty halanky un ko chahiy wait karen q k jab profit ki trf trend shuru hota hy to kuch time k liay profit up down hota hy laikn derpa final profit hi hoata hy.
            Jb k log loss main der tk wait krty hen k shayed lot profit ki trf aay laikn pher aisa ni hota. Aor log loss kar bethty hen.
            Ji Bhai aap bilkul theek kar rahe hain mere saath bhi aisa hota hai ki jab mai trading karta hoon aur Mujhe loss ho raha hota hai toh main uska bahut der tak wait Karta Rehta Hoon aur jab Mujhe profit Hota Hai To Main Apni trade co cut kar Leta Hoon aur Jyada profit nahi bna skta
            FRD 07 TRADING JOURNAL
            • #7 Collapse

              Bahut slow painting Lagate Hain Jab voice pe kaam karte hain kaam karne ki wajah se ho yahan se bahut nuksaan ho Jate Hain Jiski wajah se koi nuksaan trendline ke against entry karte hain aur Kuch Bhi Nahi Milta yahan se unko profit nahi hota hai
              • #8 Collapse

                agar hum foerx trading main profot earn karna chahty hay to humay chahiey keh dil lga kar es business ko seekhy kyun keh seekh kar he humari trading achi aur behtreen ho sakti hay es bsuiness main money management karty hwuay he trding karnay main he faida hota hay es business main khoob mehnat karni chaheiy
                • #9 Collapse

                  agar hum forex trading main theak say seekh kar learning kar kay kam karen gay to he hum esmain achi earning kar sakty hay esmain humay khoob time dai kar learning karnay main he faida hota hay tab he humari trading achi aur behtreen ho sakti hay esmain humay lalach nahi karna chaheiy
                  • #10 Collapse

                    Bhai ap ny sahe kaha hy log intizar karty hain market k wapas aney ka jest k agar hum trend ko deakhty hain aur trend sy hit karny k bad chance hota hy k market wapas a sakti hy es liye log aisa karty hain aur yahee tou risk hy jo trading mein lena hota hg agar aisy karty rahey jaisa ap keh rahey hain tou us mein bhee koi faida nahi matlab k thora loss ho aur hum trade close karty rahen tou aik timd aye ga k acount hi wash ho jae ga
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Dear friends trading mey sb sy phla kam ye hy k ap lot lagny k dat ap stop loss zaror lagayn ham tor or jb trad loss mey jarahi ho to ham iss intazar mey hoty hyn k ye wapis aay gi but ye bar bar ni hita ...baz dfa wapis bi hoti h .ak bar ho ga 2 br ho ga3'4 dafa ho ga but bar bar ni huta k wapis ho or issi chakr mey hm big loss kr dytt hyn .q k merket mey up down aty rhty hyn ....iss leya hmey los hony pr zayda wait ni krna chay...

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X