"how to respond and do the best according to your trading"

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Sir mere khayal may ap log sab say phelay to forex kay kaam ko unsdersatand kare us kay baad kuch seekhay jab ap ko kuch pata chalay kay ye kaam main ker sakta hoon phir kare werna na kare is may mehant hi hai jo apko sab kuch day sakti hai wena kuch nahi mlay ga thnak u
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      dear respond karny se murad hai k jab market main ko change ayin to ap us change ko understand karian. or us ka effect check krny k lai lazmi hai k different anlysit ko daikhian. tak bahter result lai sakin
      • #18 Collapse

        han dear ye aik good buiness hai is ko kisi timebhi kjaksta hai ye aik acha buines shai si ko kahein bhi kijakst ahai ye aik acha buines shai is ko isi time bhi kjakst hai ye aik real buines shai
        • #19 Collapse

          Bhai g forex trading bohat he acha busniss hy jis sai apko eaening hoti hy yahan per apko chahye ke ap apna knowledge ke hisab sai forex ko use karain jis sai apko is mai profit ho jae or ap earn karo
          • #20 Collapse

            han dear bht sy indicator hain forex mai jo hmy trend or buy or sell ka signals daity hain hmy chahiyeh mehnat kry zaida sy zaida tub e kamyab hu skty koi b indicator paka signals nhi daita tu stoploss lagana na boley
            • #21 Collapse

              dear forex mai ap ko trend ka pata chalane k lliye kch charts aur indicator diye jate hain on pe kam kar k on ko follow kar k ap es business ko behtar tahra se chala skte ho... lehaza ap jab es business mai faida b hasil karo gy tu ap ko well defined profit ho skta hy but agar ap learning k bina kam karna chahte ho tu ap ko sirf loss he ho ga jo k sahiicheez nhn hy,,,
              • #22 Collapse

                Mt4 mai bohat say indicators available hai jinki madad say traders trading kr sktay or market chart ko analyse kr sktay hai lakin agr sbi indicators ko use kiya jaye to trader double minded ho skta hai isi liye sirf unhi indicators ko use krna chahiye jo k apki trading strategy ka hissa ho or un pr zyada say zyada prectice krni chahiye.
                https://t.me/pump_upp
                • #23 Collapse

                  insta forex biznees mun se hum ko zyda meh.at karne se tayahun se buhat hi acha resppns mikta hy kun kah is boznees min zyda hard working karne wala kanyab hy
                  • #24 Collapse

                    jab hum trade main practice karty hain to humain sab say phly learning karni ho gi ta kay humain market main kam karny main asni ho skay or humain loss km say kmm hasil ho skay
                    "The mind is everything, What you think you become"
                    • #25 Collapse

                      Hamain forex main trading sy agar kafi profit hasil hota hai then hamain forex ki marketing kerni chahiay taky zyada sy zyada log forex ko join ker ky investment kerain aur jesy hamain forex sy profit hua hai so her kisi ko forex main trading kerny per profit hasil ho saky yeahi ham forex ko respond ker sakty hain
                      • #26 Collapse

                        is main boht say log karty hain magr humain is main learning kar kay kam karna ho ga ta kay humain achi earning hasil ho saky planing kar kay market main ana ho ga ta kay loss km ho
                        • #27 Collapse

                          yes technically market ko samajhne k liye indicator ka use hi hota hai lekin ye indicators kabhi bhi news k time pe use nahee karna chaye kiu k us time ye fail ho jaate hain news k time pe news ko follow karna chaye profitable trading k liye
                          • #28 Collapse

                            indicators tu bohat hotay hai likin har indicators ka aik pair hota hai kay jsi ko is kay hisab say hi is pe attached karna chaiy har indicators ka aik hi function alzmi hota hai likin har aik indicator ka aik same pair nai hota hai
                            • #29 Collapse

                              dear trading me profit or loss k responsible ham khud hoty hey agar ham achi or behtreen trading karen gey to loss hamy nahi ho saky ga or hamy acha profit b ho ga
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Forex trading software main different indicators aur signals forex market key trend ko predict krney key leye use keye jatey hain. Lekan yeh 100% correct nahi hotey aur kisi bhi waqt wrong bhi ho saktey hain. Hamain in predictions ko use krney key sath sath khud bhi forex market ko analyse krna chaheye aur is ki update rakhney key bad hi los lagani chaheyen.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X