Forex trading mai traders ki failures ki ratio Q zyada hai
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex trading mai traders ki failures ki ratio Q zyada hai
    Ye bat bilkul tek hai k forex business mai traders ki nakameyo ki ratio zyada hai zyada tar trader aksar struggle mai he rehtay hai eski akhir waja kya hai ap logo ka es bare mai kya point of view hai maire khyal mai eski sub say bari waja forex trading ki os level tak experience gain nahi karna hai jetna ik ache trader k leye chaheye hota hai aor aksar trader learning par focus karne k bajae direct real trading par ajate hai jeski waja say failures ratio zyada hai
    Zuhaib9988 Trading journal
    https://investsocial.com/ur/showthread.php...rading-Journal
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Forex mein maximum traders k failure ki main reasons yehi hain k unka knowledge ,demo account ki practice aur experience sahi nhi hota ya phir woh trading k dauraan laalach kr jaaty hain aur bahot sy traders shortcut k chakkar mein ziada risk ly letay hain jis sy woh itna loss kr letay hain k usay recover krna mushkil ho jata hy issi tarah ki kuch aur reasons hain jin ki wajah sy bahot sy traders nakaam rehty hain
    • #3 Collapse

      اصل پيغام ارسال کردہ از: Zuhaib9988 پيغام ديکھيے
      Ye bat bilkul tek hai k forex business mai traders ki nakameyo ki ratio zyada hai zyada tar trader aksar struggle mai he rehtay hai eski akhir waja kya hai ap logo ka es bare mai kya point of view hai maire khyal mai eski sub say bari waja forex trading ki os level tak experience gain nahi karna hai jetna ik ache trader k leye chaheye hota hai aor aksar trader learning par focus karne k bajae direct real trading par ajate hai jeski waja say failures ratio zyada hai
      Forex trading main traders ki failire ki bri wja ye hai k traders Jaguar trade Karte Hai toh usse Pehle Baal Veer ka photo nahi Dekhte Aur Baati ke baare mein kuch bhi nahi pehchante kis wajah se Humko market ka train ka pata nahi hota or unko loss ho jata hai
      FRD 07 TRADING JOURNAL
      • #4 Collapse

        Zayada tar trader forex trading mai es leye fail hojate hai ku k wo esko serious nahi laite na tu wo koi proper study karte hai aor na koi proper struggle karte hai taake ache experience ko gain kar sake es waja say aksar wo nakam rehtay hai apni trades mai
        • #5 Collapse

          Assalam o alaikum dear. Bhai ap logon ki baten bilkul thk hain Keh har tradar paisy k hisab se chalny ki koshish krta ha knowledge k hisab se ni is lia agar knowledge bhi ho aur paisa bhi to i think yeh ratio kam ho jay gi magar isko kam krna mushkil ha.
          • #6 Collapse

            Jo log tory time main zaida paisy kamany k chaker main hota hy to os k sath failure ratio zaida ho jata hy aur kam ka aik waqat hota hy os py he kia jao to acha hy
            • #7 Collapse

              Har bnda pesa kmana chahta hy lkn us k liy ap forex me apni stretgy or planning honi chahiy apni strategy k mutabiq phr ap trade lgain or profit earn kren anda dhund trade na kren
              • #8 Collapse

                Dear members of pakistan forex forum. Failure ki wajohat ye hn
                Greed
                Fear
                overtrading
                without analysis trading
                • #9 Collapse

                  yes bro you are right that in forex mostly peoples are failure because they have no experience and knowledge so they come fast in forex and lose there all money so before come in forex first gain experience and then join the forex
                  Signature removed by moderator
                  • #10 Collapse

                    Kiss bhi foram p failiuer ki main wjha usky baary m lake of knowledge ka hona ha.agr hm kiss bhi Chez ka fully knowledge gain KR k us pe work kren ge to usky results confirm positive aen ge.so keep struggling.
                    • #11 Collapse

                      agar hum forex trading main galtia karen gay to es trha hum market main earning nahi kar sakty hay es business main khoob time dai kar learn karnay main he faida hota hay es business main seekh kar kam kar kay trading karnay main he faida hota hay tab he humari trading achi aur behtreen ho sakti hay sahi say time dainay main he faida hota hay
                      • #12 Collapse

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: Zuhaib9988 پيغام ديکھيے
                        Ye bat bilkul tek hai k forex business mai traders ki nakameyo ki ratio zyada hai zyada tar trader aksar struggle mai he rehtay hai eski akhir waja kya hai ap logo ka es bare mai kya point of view hai maire khyal mai eski sub say bari waja forex trading ki os level tak experience gain nahi karna hai jetna ik ache trader k leye chaheye hota hai aor aksar trader learning par focus karne k bajae direct real trading par ajate hai jeski waja say failures ratio zyada hai
                        Forex trading main Zyada traders isliye fail ho Jate Hain Kyun ke woh Bina knowledge or experience K trading karte hai aur jaldi jaldi profit Banane Ke Chakkar Mein unko loss ho jata hai
                        • #13 Collapse

                          agar hum forex trading main khoob mehant kar kay trading karen gay to he hum esmain achi earning kar sakty haya ur humay chahiey keh es business main money managemnet karen kyun keh money management karnay main he faida hota hay tab he humari trading achia ur behtreen ho sakti hay
                          • #14 Collapse

                            Dear jo log mehnat sy nahi darty wo nakam nahi hoty jo kehty hain k bas bethy bethy aik hi din mein ameer ho jaen unka masla hota hy kyo wo kehty hain k bas time na lagy aur hum ameer ho jaen aur sabre tou bilkul nahi hy magar jesy hi kuch time guzarta hy experience hota hy tab ja k kuch hasil hota hy
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Forex may afar ap working level kaam hota ha jis say ap ki currency b kuch auchi ho skti ha market say kuch na kuch b ap ko mill skta ha apnay lye yahan say kaam krny k lye

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X