Sirf ik currency pair par focus karna cheheye ya zyada par

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    G han sahe kaha hy aur mai bhee yahee kahon ga k agar kisi k pas itna knowledge nahi hy k sab ko samjh saky tou us k liye yahee best hy k wo aik pair ly jis py trading karey aur usi py focus rakhy jis sy wo es pair ki her movement ko achee tarha samjh sakta hy
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Aap sab logo ko just one currency par Nazar Rakhna hoti hai yeh Nazar aap ko Kafi level tak le ja sakti hai aur aapko information bhi market se provide ho sakti hai Jisko dekh Na Hota Hai
       
      • #18 Collapse

        Forex trading business mein new trader k liye zaroori hy k wo pehly aik hi pair par trading karain aur us pair mein learning knowledge aur information hasil karain agr aik pair ki learning knowledge aur information hasil ho Jaye tu dosry pair par trading karain is traha new trader k liye behtar hy aur wo market ko learn kar sakta hy
        • #19 Collapse

          اصل پيغام ارسال کردہ از: Zuhaib9988 پيغام ديکھيے
          Agar kesi ki learning power kam ho aor wo zyada pair ko handle nahi kar sakta k aon tamam ki information hasil kare aon tamam ko focus kar sake tou es say behtar hai k wo sirf ik currency pair ko he focus kare kiu k es tarha say wo easily ik pair k bare mai information gain kar sakta hai aor os pair par ache tarha say focus rak sakta hai k kya ho raha hai os pair k sat es leye trading os ik pair mai asaan ho jaega os k leye
          Yes aapny achi baat ke hay aur main khud bhe esi baat par amal lar raha hun. Main trading main new hun aur itna zayda har pair k baary main malomaat nahe rakhta lekin main 1 pair pe abi sirf tawajha dy raha hun aur us se mujhy faida bhe ho raha hay.
          • #20 Collapse

            my dear forex trader bohat hi achi baat kahi ha apne mery khayl se apko chahye ap pori market pe fokas rakhna chahye kiyu merkt k satep to same hoty hain ha sab pair ki ek pair pa kmm kro ya phr sab pair pa ek hi baat ha
            ALWAYS BE HAPPY
            • #21 Collapse

              Yes dear trading ky liye ager aik pair ko select ker ky trade ki jaye ro boht faida mand rehta hy and profit ky chances bhi barh jaty hy and loss ka khatra bhi kam ho jata hy and market analysis ma bhi assani rehti hy
              • #22 Collapse

                Ye apni apni choice per depend krta hai lakin mere khayal se 3 se 4 pairs jo active hon on per lazmi focus rakhna chahiay. Dead aur slow pairs main aap ki investment jamm ho sakti hai aur aap ki transactions long term ke liay dead ho sakti hai.
                • #23 Collapse

                  ye to bhea to app ki strategy k oper depend kerta hai humean forex main different pairs main trade kerna better ho ga koin k us tarha humean different currency pairs main jald signal of trade mil jeaya keran gay our pher us main hum acha profit earn ker pain gay
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #24 Collapse

                    Ji haan bhai jaan Aap Ki Baat bahut acchi hai ki Humko just ek hi currency par focus karna chahiye Jab aap ek hi currency par focus karte hain sabse Jyada acche tarike se kaam kar sakte hain aur Jyada concentrate Hoga us par kaam kar sakte hain Is Tarah Se aapko Zyada Nahin karne ki jarurat nahi hoti hai aur aap ek kaam kar sakte hain

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X