Sirf ik currency pair par focus karna cheheye ya zyada par

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Sirf ik currency pair par focus karna cheheye ya zyada par
    Agar kesi ki learning power kam ho aor wo zyada pair ko handle nahi kar sakta k aon tamam ki information hasil kare aon tamam ko focus kar sake tou es say behtar hai k wo sirf ik currency pair ko he focus kare kiu k es tarha say wo easily ik pair k bare mai information gain kar sakta hai aor os pair par ache tarha say focus rak sakta hai k kya ho raha hai os pair k sat es leye trading os ik pair mai asaan ho jaega os k leye
    Zuhaib9988 Trading journal
    https://investsocial.com/ur/showthread.php...rading-Journal
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Forex mein hr trader ka koi na koi favrt currency pair hota hy jis py wo ziada tr trading krta hy aur ussi py focus rakhta hy lekin merey khayal sy ye ziada acha tareeqa nhi keun k agr ap Forex mein apna experience barhana chahty hain to apko loss aur profit ka sochy bagher aur pairs py bhi trading krna ho gi ta k apko forex ki sahi samajh aa saky
    • #3 Collapse

      Ye tu hai q k forex mai buhot zyada pairs hote hai agar ap har pair ko focuse karengay tu maira nahi khyal k ap har ik mai trade kar sakoge es leye ye bat bilkul teek hai k agar ap sirf ik pair ko target kare aor sirf osi mai he trade lagae tu apko os pair k bare mai khase ache jankare ho jaege jes say further trade lagane mai saane ho jaegi
      • #4 Collapse

        Bhai apki bat thk ha har banda apni ability k mutabiq jitni currency pa focus kr skta ho woh kry is main koi khas strategy ni ha magar koshish yehi ki jay keh km se kam mind diversion ho to behter ha baqi ap ki apni zihanat pa depend ha. Thanks
        • #5 Collapse

          Dear member hme puri market pr focus krna chahye q k ik currency pair ek hi trde setup deta hy jb k hme puri market ka pta hona chahye.
          • #6 Collapse

            Kisi bhi aik currency p trade krny se behtr ha Puri markit ka pra hona chahiye usky bad experience k mutabiq kisi achy pair p trade ki jae.
            • #7 Collapse

              har kisi ki apni apni mazri hain par main ne sona tha best trader say k hum ko 1 pair main ziyda dehan dena chahiye gar hum 1 he pair main ziyda dehan de gy tu hum ziyda tar us pair ko samjh skte hain jo k hum ko pata hota hain k na he merket ziyda up jati hain na he merkat ziyda down jati hain is liye 1 he best pair ko smajna kafi best rahy ga
              • #8 Collapse

                start m behter a Ap ik pair or he trading kary Jb Ap us m experience o jay aur Ap earning karny lg gy to us ko continue rkhy aur Koi dosry Pair ke b maloomat hasil kary aur trade kary
                • #9 Collapse

                  Ap ne acha point raise kya hai. Is trah se wo banda ek pair ka expert ban sakta hai. Bajaye is k k wo zyada pairs per focus kary ek pair ko wo achi tarah handle kar sakta hai. Aur uski movement ko samajh paye ga.
                  • #10 Collapse

                    Jaby office main kaam kare toh aap Jyada Se Jyada information Ke Sath Hai Kisi acche Wale Pyar Mein entry Lagaye Jab aap Kisi acche Pyar Mein entry Lagate Hain toh aapki trading ke sath sath aapka working experience bhi yahan par daily base par increase ho jata hai
                     
                    • #11 Collapse

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: Zuhaib9988 پيغام ديکھيے
                      Agar kesi ki learning power kam ho aor wo zyada pair ko handle nahi kar sakta k aon tamam ki information hasil kare aon tamam ko focus kar sake tou es say behtar hai k wo sirf ik currency pair ko he focus kare kiu k es tarha say wo easily ik pair k bare mai information gain kar sakta hai aor os pair par ache tarha say focus rak sakta hai k kya ho raha hai os pair k sat es leye trading os ik pair mai asaan ho jaega os k leye
                      Mere Khayal mein agar Hum Ek Hai currency pe focus Karenge toh bahut jyada Achcha Hoga UK usse Hamari information collection Thodi karni padegi aur Jab Hum US currency ke baare mein information Hogi toh hum usme trade Bhi Jyada acchi Ghar Sakenge aur Jyada acche traders Ban Jayenge
                      • #12 Collapse

                        Agr forex main kuch hasil karna hai tu ap aik pair ko pka pka choose kar lein aur jb bhi trading karen usi per karen tu ap ke ley yeh faida mand ho ga wo asay ki apki jb usi per focus karte ayen gy tu apko us ke pal pal ki movement ki khabr ho gi ke wo kahan tak maximum jata hai aur yeh bhi knowledge ho ga ke usi ki daily li normal movement kitni hai tu jb yeh sb information hon gi us kamyabi lazmi ho gi
                        • #13 Collapse

                          agar hum forex trading main currency pairs par focus karen gay to he hum bohat achi earning kar sakty hay aur agar hum safe earning karna chahty hay to es business main money management karty huwaya ur seekh kar trading karnay main he faida hota hay tab he hum market main achi earning kar sakty hay
                          • #14 Collapse

                            Aik currency pay agr work krna ha to wo easy hota ha lekin aik currency pay banda bore ho jata ha. Jis currency pay bhi ap trading start kro pehlay us k baray mukamal maloomat honi chaheay. Waisay me to aik currency pay trading k haq main nai hun baqi har kisi ki apni apni soch ha
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              agar hum aik he pair par focus karen gay to humay esmain wait karna hota hay keh jab bhi humay esmain trade karnay ka chance milay tab he humay esmain trade karni chahiey tab he hum market main safe earning kar sakty hay trade kar kay aur humay chahiey keh ziada currecy pair par focus karen tab hum bohat sary chance avail kar sakty hays

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X