loss ko recover krny k luy dosra plan

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    loss ko recover krny k luy dosra plan
    I aap jb trade lgaty hain to aap kua soch kr trade lgaty hain loss to hmary mind man hota hai k ho skta hai is trade sy hum ko loss ho to kua aap ny o's loss ko recover krny k luy bhi koi plan bnaua hota hai? Ua aap yah soch kr trade lgaty hain k jb loss hoga tb dakha jay ga?
     
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    dear brother sab say pehly to hamen ye bat note karni hay kay hamen to musalsal loss hoa hay wo kis waja say hoa hay, hamen wo mistake dobara repeat ni karni chahye, aur hamen apni trading strategy bhi change kar ky dekhna chahye
    • #3 Collapse

      Loss ko recover krny k hawaly se meri raay ye he k ,ney siry se achhi posts thread kren, trades ne risk margeon kam se kam rakhen, aor markete k ups/down ko observe krny k liy forum ko pehly se zayada time den, us se bhi barh kr 1,2 din rest ly kr phir se trading start kren fresh mind k sath
      • #4 Collapse

        agar humay market main loss hota hay to hum chahiey keh esmain theak say focus karen aur daikhy keh konsi galtia ho rahi hay aur agar hum un galtio ko theak kar kay trading karen gay to humari trading bohat achi aur safe ho sakti hay es business main khoob focus karna chahiey tab he humari trading achi aur behtreen ho sakti hay
        • #5 Collapse

          اصل پيغام ارسال کردہ از: Mobin پيغام ديکھيے
          agar humay market main loss hota hay to hum chahiey keh esmain theak say focus karen aur daikhy keh konsi galtia ho rahi hay aur agar hum un galtio ko theak kar kay trading karen gay to humari trading bohat achi aur safe ho sakti hay es business main khoob focus karna chahiey tab he humari trading achi aur behtreen ho sakti hay
          jee Bahi aap ki bat thek hai hum ko jis mistake ki waja sy loss hota hai phly to o's ko thek krna chair o's k bad he hum ko plan bhi bna skty hain asha phla plan to yah hona chaye k hum ko loss ho he nahi recovery krna phir mushkil ho jata hai agir zuada trade lgaty hain loss recover krny k luy to account nhi wash ho skta hai
           
          • #6 Collapse

            G han wesy tou her insan ki koshish hoti hy k loss na ho aur dosra ye k plan tou her koi rakhta hy mai dosra plan pending order mein rakhta ho agar koi chez mai buy karon aur wo down ho rahe ho tou mai 10 pip nechy sy aik pending order laga deta ho jo mera loss bhee pura kar dety hain aur mujhy profit bhee magar ye risky bhee hota ht kyo k agar market wapas na ho tou loss ziada bhee ho sakta hy
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #7 Collapse

              loss ko recover krny kay liay humy kis tara say kaam ko krna hai sub say zada yehi zarori hota hai kay money management ko pher say goor say plane kro or sath main ye kay jub b trade ko lagana ho is main indicators ko istamal lazmi kro jis ki vaja say is main kaam ko krna hum kay liay zarori hota hai

              اب آن لائن

              Working...
              X