Benefits Of Using Stoploss & Takeprofits
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Benefits Of Using Stoploss & Takeprofits
    ASLAMUALEKUM fellow members of pak forex forum traders ap ne bohat se loogoon se suna ho ga ke hamesha stoploss ya tp ke sath trade karen jub ke kuch kahte hain nahe agar kamyab hona hai to kabhe aesa na karen fellow members single trade ko bhe bhe ap ek business deal ke tarah deal karen ek kamyab business man jub bhe koe deal karne lage ga to apne zehan main lazme rakhe ga ke mjhe iss deal se kitna profit mil sakta hai ya kitna loss ho sakta hai agar to use lage ke us ka expected profit for example 1 lac ka hai lekn agar loss hoa to 10 lac ka ho sakta hai to mn ne aj tak koe aesa kamyab business man nahe dakha jo yeh deal kare ga jub tak use 50 hazar ke loss risk py 1 lac sa uper ka profit nazar nahe aae ga wo deal nahe kare ga to hum as a trader aese deal ya aese trade kun lain jis main hamara expected loss more than profit ho sirf number put karna he stoploss ya tp nahe hai asal tp ap ke brain main he ke yeh level haijahan tak loss ko mn bardasht karun ga itne profit ke lea yeh he trading hai.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Yes aap ne kafi acha example dia hai stop loss use karnay ka kiun kay ye risk reward ratio main a jata hai is liay hamain chiay kay bonus accounts per jab bhi ham trading karain hamain chiay kay . Kay risk reward ratio ko calculate kar kay trade laini chiay.
    Or stop loss zaroir daina chiay kiun kay market ka kuch pata nahi hota kabhi bhi trend bot he bura pakar sakti hai or hamain loss ho sakta hai. Agar stop loss na laga hua ho to .
    • #3 Collapse

      Stop loss or take profit use karne se Achha tarike se trading hoti hai Jab Hum Star Plus ka use karte hain to aap proper tarike se Forex trading main kaam kar sakte hain aur aapka account security hai aur aapke account mein Zyada loss hone ka Khatra Bhi Nahi Rehta isliye stoploss use Karne Se Hum Apni tension ko bhi kam kar sakte hain or loss ko Jyada hone se bhi bacha sakte hain
      • #4 Collapse

        Yes of course hamain chiay kay stop loss apnay bonus account per zaroor dain or hamain chiay kay jab bhi trade karain pelay apna risk reward ratio calculate kar lain ta kay. Zada masla na ho. Or Hamain chiay kay jab bhi trades open karain pelay hamain chiay kay pelay stop loss zaroor lagain or phir take profit daikh lain kay kitna daina chiay.
        • #5 Collapse

          dear brother take profit aur stop loss lagany ka boht bry faiyday hoty han, jab ap trading py online ni hoty aur market boht ziada fluctuate kar jati hay to agar take profit aur stop loss laga hoa ho ga to matlooba point tak pohchny par ya to profit ho jay ga ya fr loss ho jay ga, but loss makhsoos point tak he ho ga aur hamara account wash hony say bach jay ga
          • #6 Collapse

            Bhai ye to bahot saf aor wazeh si bat he jis ka mtlb ye he k hm profit or loss son surton me basically loss ko control krvrahy hoty hen, k aik had se zeyada loss na ho, take profit leny ka maqsad bhi yehi he k aisa na ho kahin apki trade loss me jana shuru ho jay ,aor profit bhi hathh se nikalta jay
            • #7 Collapse

              Bhai agr mt4 hme ye sahulat de rha hy to ye hmari behtri k liye hi hy na. Zahiri bat hy k stop loss k use se hm loss zyada uthany se bch jaen gy.
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #8 Collapse

                agar hum stop loss ko use karty hwuay trading karen gay to humari trading bohat achi ho sakti hay es business main safe earning karnay main he faida hota hay esmain humay jald bazi nahi karni chahiey kyun keh esmain mehnat akrnay main he faida hota hay tab he safe earning ka sakty hay

                اب آن لائن

                Working...
                X