Example of ranging market
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Example of ranging market
    Dear aaj main aap ko ranging market ki example dun ga or us main trade karnay ka tareeka bataon ga.
    Jaisay gold kafi din say range main move lay raha hai.
    Means 1305 say 1294.
    Or 1296 say 1285.
    And overall 1305 say 1285.60 ye level hai.
    Is tara ki conditions main aap h1 per sirf rsi bhi laga lain to aap ko kafi faida hasil ho ga.
    Buy or sell kay lafi zada signals mil sakain gay.
    Rsi ranging market kay liay bna hai. Or is main ham sahe bonus per profit earn kar saktya hain.
    Ranging market main rsi 70 per ho to sell kar dain.
    Or 30 per rsi ho to buy kar lain. Aap ki trades mostly profits main jain gi.
    Nechay pic main example daikh kar apnay views dain posts kay zariay.
    Laikin support or resistance ka zaroor khial rakhain.
    منسلک شدہ فائلیں
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Very good examples di hai aap ne ranging market ki or gold waqiay aaj kal range main move kar raha hai.hamain chiay kay waisay to trend main trade lagani chiay laikin jab tak range main hai hamain gold per hedging say kam laina chiay .
    Ta kay both sides say hamain faida hasil ho . Or hamara bonus account bhi achay say grow karta rahay .or is kay ilawa hamain chiay kay bonus accounts per trading small lots kay sat karain ta kay koi masla na ho account wash na ho .
    • #3 Collapse

      bhai apki pic bht achi trah sy discribe kr rahi hai market ko gold aik range ma phans gia hai isko shoot krny ky leay next week interest rate news aa rahi hain gold monday sy apna new trend decide kr ly ga gold ka trend doller strong hony ki waja sy bhi reverse hua hai lkn gold yahan hold kr chuka hai jis sy lg raha hai ky gold next week bullish jay ga. let see
      Acha kaam achy daam
      • #4 Collapse

        forex market ko agar hum analysis karen gay tab he humay khoob time daina chahiey es business main humay market ko daikhna chahiey kyun keh agar hum sahi say analysis karen gay to he hum market main achi trade pick kar sakty hay aur esmain safe reh sakty hay es business main nehnat karni chahiy
        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
        • #5 Collapse

          Dear aapne 1 intehaai profitable strategy show ke hay aur main bhe esi strategy pe kaam kar raha hun. Jahan tak loss ka tauluk hay to loss es main sirf aapko 1 time hoga aur jitny din bhe pair ya gold range main rahy ga uska aapko faida he hoga. Maslan 10 din aapne 20 trades lagain hain to aapko 20 ke 20 main se faida ho ga. Aur jab range toot jaay ge to us time aapko loss hoga. Es ly range se thora ooper sl zaroor lagana chahey.

          اب آن لائن

          avatar Ayn
          Working...
          X