Gold market price ka aik hi jaga per zyada stay aur trading stretigy
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Gold market price ka aik hi jaga per zyada stay aur trading stretigy
    Previous kei dino sy gold ki market 1290 sy 1300 ky darmian hi move ker rehi hai ab tak tou achi trade chali hai but ab koi pata nehi kis taraf ko bahot zyada move ker jaey tou aesy main hedging stretigy hi best hogi warna bahot zyada loss bhi ho sakta hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Yes aap ne sahe strategy btai hai.kiun kay jab tak ham hedging nahi karain gay tab tak hamara account aik to grow nahi ho ga or second hamara agar big trade ya lot size gold per laga hua ho to hamain zada loss bhi ho sakta hai.is liay hamain chiay kay gold per 1st of all risk na lain agar laina bhi hai to ranging indicator xaroir use kia karain.
    • #3 Collapse

      Yes is market situations ko ranging market situation kaitay hain hamain chiay kay jab bhi hamain bonus account per trade karnay ka moka milay is situation main to high lots per hedging zaroor kar lain is tara hamara account jo hai wo banned honay say bhi bach jata hai. Or hamain chiay hota hai. Kay is tara ham apnay account ko sahe big grow kar saktay hain ranging market situation main so please dont think kay ranging market bot mushkil hoti hai.
      • #4 Collapse

        Gold market Hamesha apni main support Aur Main resistance per Jyada time tak stay karti hai uske baad Jab Ye in Mein Se Kisi Ek Ko break Karti Hai Toh Phir bahut zyada Upar Ja bahut zyada niche Chali Jati Hai isliye Gold per us Waqt trading Kare Jab Apne men support and resistance break karti hai us Waqt aap ko bahut jyada profit mil sakta hai
        • #5 Collapse

          Gold k lia ap ko dollar ka knowledge ho na chiaya q k ya dollar k opposite chalta hy new members ko gold py abi tak trade ni krni chaiya
          • #6 Collapse

            dear brother gold market ka ek he jaga par ziada stay karny ke waja sy hamen bhi apni trading strategy change karni parti hay, sab say barh kar baat yeh hay kay hamen market ko achi trah analyze kar ky chalna chahye
            • #7 Collapse

              dear members market ma buyers aor sellers equal hain koi decide nhi kr pa raha hai ky gold up jay ga ya move down jay ga yeh aik middle satuation hai jis ma gold aisy point py hai jisko ap pivot point keh skty hain doller strong hua gold down aya ab doller little bit weak hai lkn gold hold ma hai jesy he doller ka trend decide hua gold bhi shoot kr jay ga.
              Acha kaam achy daam
              • #8 Collapse

                Dear respected member koi b market ka trend buyer r sellers py depend krta hy is wqt market mn gold ki trading km ho rhi hy q k traders km hn. Is liye is ki movement se preshan na hun.
                • #9 Collapse

                  Bhai g next week me eid hai to iski waja se gold ki value me kafi changes aaey ge insha Allah
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    agar hum gold par trade karna cahhty hay to humay cahehiey keh es business main experince ko enhance kar kay he trading karnay main he faida hota hay tab he hum market main achi earning kar sakty hay esmain money management karty huway he trading karnay main he faida hota hay

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X