knowledge our experience kia forex k leay zarori hai?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    knowledge our experience kia forex k leay zarori hai?
    main app logoun say pochna chahta hoon k forex main success hasil krnay k leay kai zarori hai knowledge ya experience our un dono main difference kai hai mean ager main forex ko seikh leti hon to us main experience i think demo say he milay ga to wo zarori hai ya real account main trade ker k profit experience k bagheer kia ja sagta hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dear agar hamen forex ki market men practice ni hogi, hamen trading ka experence ni hoga to ham kabhi bhi market men se profit ni utha sakte hain, profit k liye zaruri hai k hamen practice honi chahiye tab hi ham market men kamyab ho sakte hain warna ni, isliye experence bahot hi zaruri hai trading k liye.
    :1f33a:​KHAN70 TRADING JOURNAL:1f33a:

    CLICK HERE FOR MY VISITING JOURNAL
    • #3 Collapse

      Main to yahi samjhta hoon k dono he humery leay zarori hai koin k aik trader k pass knowledge hai ya aik doctor ki example lay lain us k pass knowledge hai but house job ka experince nahe hai to pher wo kesay kamyaab ho ga same forex main bhe experience zarori hai
      • #4 Collapse

        Dear jahan tak baat hay knowledge aur experience main fark ke to knowledge to study kar kay ya video daikh kay hasil karty ho aur experience jab tak us knowledge ko istemaal na karo us time tak nahe hota. Aap kay pas best option yehi hay kay aap demo pe apna experience bnao aur demo ko real ke tarha samjho jab aap demo pe profit bnany lag jao to real pe kaam start kar do.
        • #5 Collapse

          Dear knowledge or experience dono he best hain. Laikin sab say zada best cheez knowledge he hai. Hamain pata hona chiay kay Pakistan forex forum per jab ham posts generate kartay hain to hamain auto maticaly other members ka experience gain karnay ko milta hai.
          • #6 Collapse

            Assalam-o-Alikum friends ma new users ko batana chata hon k insta forex par business kartay hoay ak bat k kahial rahak na chaiya k knowledge our experience k sath hi forex ma business zarori hai? Agr knowledge our experience nhi ha to forex ma ap kabi bi kamyab nhi ho sakty
            • #7 Collapse

              Forex men kamyabi k lye knowledge aur experience dono zaruri hain. Main samajhta hun k demo account se apko wo experience nahin mil sakta jo real account se milta hai. Islye apko real accou t men maximum trade karni chahye
              • #8 Collapse

                Ji haan bhai Forex trading main kaam karne ke liye aapke paas experience on Knowledge Ka Hona bahut zaroori hai knowledge or experience ko use karte hai hum Forex trading Mein kaam karte hain jab tak aap ke paas knowledge or experience nahi hoga aap ko Kaam Ki samajh nahi Aayegi aur jab kaam ki samajh nahi Aayegi Toh Phir success usme Hasil karna impossible hota hai knowledge aur experience kam karne mein Hamari help Karte Hain
                • #9 Collapse

                  jee dear brother forex trading kay liye sab say bunyadi kaam jo hay wo is kay bary mn full knoweldge hasil karna hay, is kay bad fr is kay bary mn demo practice ziada karni chahye ta kay learning bhi achi khasi ho jay, 2no cheezen zaruri han
                  • #10 Collapse

                    Yes dear ye bhee koi pochny wali bat hy kya agar ap k pas knowledge aur experiene nahi ho ga tou phir apko trading ka koi faida nahi ho ga kyo k sab kuch esi knowledge aur experience sy hi hasil hota hy aur jo ye hasil kar liya samjho us ny bohat kuch earn kar liya
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Knowledge hasil kerne k liey apko google se help miley gi is k elawa forex use kerne waley doston se jab k expeeience k liey demo account use kren jahan ap bagair kisi preshani k trading laga k experience hasil ker saktey hain.

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X