emotional trading is totally loss
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    emotional trading is totally loss
    bhai baz dafa bndy ko loss ajata hae to trader gussy men aa k loss recover krny k liay emotional ho jata hae aur zid krlyta hae k aaj ka loss main recover kr k hi close krun ga trading ko to ye triqa bahot hi ghalt hae aur ik baat ko hamesha mind men rakhen k loss b to business ka hissa hae to ismen emotional hony ki kia zarurat hae isko hausly sy recover karren.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    yes my brohter forex main jo bhe emotional trading kerta hai wo humesha loss he kerta hai us leay humean us main apny lalauch ko control kerna ho ga pher he us forex business main hum log agay nikal sagain gay or acha profit bana sagain gay
    • #3 Collapse

      Well, dear bahot hi achi suggestions hain aapki, loss trading ka hissa hi hota hai agar ham market se ye zid kren ge k hamen loss q aya hai ya ni aana chahiye tha, to ye baat galat hai agar hamen loss ho gia hai to ahista ahista recover hoga aik hi din men loss ko recover krna mushkil ho jay ga isliye hamen emonaly trading se bachna chahiye.
      :1f33a:​KHAN70 TRADING JOURNAL:1f33a:

      CLICK HERE FOR MY VISITING JOURNAL
      • #4 Collapse

        humean forex main apny emotions ko control kerna ho ga koin jo bhe trader forex main apny emotions ko control nahe kerta hai wo su main loss kerta hai us main kafi chezain ati hain money management kerna prti hai app ko greed ko control kerna parta hai jald bazi nahe kerna parti hai
        • #5 Collapse

          Re: emotional trading is totally loss

          Forex forum hamen emotional work bilkul bhi nahin karna chahie kyunki emotional bar karne ke bahut jyada nuksan hote hain loss pata hai Forex mein hamen bilkul easily safety ki Seva karna chahie bilkul suli work karna chahie kyunki Forex mein jitna acche tarike se Ham solo tarike se homework karenge utna acche tarike se Forex mein kamyabi hasil kar sakte hain kyunki Forex mein shyam time aisa hota ki Ham jaldbaji ki vajah se apna account divas karva dete Hain jisse bahut jyada nuksan hote Hain
          • #6 Collapse

            Re: emotional trading is totally loss

            bilkul aapane theek baat kiya hai ki hamen emotionally bilkul bhi trading nahin karni chahie emotionally Jo trading hoti hai vah totally lost deti hai hamen aur ham use kuchh bhi nahin game kar sakte isliye hamen chahie ki ham log acche tarike se trading Karen aur soch samajh Kar Karen aur aisi trading Karen Jo hamare liye beneficial proof Ho
            • #7 Collapse

              Re: emotional trading is totally loss

              Assalam walekum aapki baat bilkul theek hai ki emotionally trading totally loss ji Agar Ham trading emotional hokar Lagate Hain aur emotional hokar trade Mein kam Karte Hain To Hamen bahut hi jyada loss ho jata hai isiliye Hamen chahie ki Ham emotional Na Ho balki Itihaas ke sath trade Karen emotional Hona Hamara trading Mein Hamen bahut hi jyada lost De sakta hai isiliye Hamen chahie ki Ham trading Mein emotional Na Ho balki mind ko fresh aur cool rakhkar trading Karen Taki Ham Kamyab bhi ho sake aur accha profit bhi Hasil kar sake
              Ager Post ache lagi ho to thanks zaror den
              • #8 Collapse

                Re: emotional trading is totally loss

                اصل پيغام ارسال کردہ از: Khan0001 پيغام ديکھيے
                bhai baz dafa bndy ko loss ajata hae to trader gussy men aa k loss recover krny k liay emotional ho jata hae aur zid krlyta hae k aaj ka loss main recover kr k hi close krun ga trading ko to ye triqa bahot hi ghalt hae aur ik baat ko hamesha mind men rakhen k loss b to business ka hissa hae to ismen emotional hony ki kia zarurat hae isko hausly sy recover karren.
                Assalamu Alaikum dear member Agar Ham trading Mein emotion ko control Nahin Karenge to Hamen loss Hoga isliye Ye par mein Hamen Bar Bar ISI chij ki learning Di Jaati Hai Ki Ham Agar per mein Main Apne motion ko control Karke Agar working Karenge to tabhi Ham Kamyab Ban sakte hain Agar Ham Apne Motion Control Nahin Karenge aur Pharmacopoeia bhi Hasil karna Chahenge To Ham kabhi bhi Pharma Kamyab Nahin Ban Sakte balki loss hi kar sakte hain
                • #9 Collapse

                  Re: emotional trading is totally loss

                  Salam ti all my muslims brothers and salam to all my muslimsbsisters G hain yah bhat he acha questions hay hami apny emotion contoral krathy rahna chy thka hum jb be trade shire krey to.hami loss nahy ana chy trade ko lagty vaqat refresh mind main hona chy thaka loss kay bhjy profit hasal ho sky
                  • #10 Collapse

                    Re: emotional trading is totally loss

                    g emotional trading hmyn totally loss ki tarf ly kr ja sakti hy ar hmary account ko bb wash kr sakti hy isliy jitna ho sakky fresh mind ky sath trade kryn ar trade ki techniques ko samjhyn agr markets loss ki tarf ja rhi hy to kbhi bb aysi trade na lagayn jo hmyn loss dy ar news ko lazmi daily bases pr read kerty rh jana chahiyy taakh issy myn hi faida ho sakky ar hm apni skils ko bhytr sy bhytr bana sakkyn to relex rhyn agr hmyn km hi profit ku na mill rha ho jo kh ziyada loss sy kaai gunna bhytr hy ar hmari skills ko bb improve kr sakta hy isliy planning sy agr trafde krty hn to wo hmary liy profit ki wajha bn sakti hy ar hmyn achi skills dy sakti hy
                    • #11 Collapse

                      Re: emotional trading is totally loss

                      ji han bilkul yah Jo Ham emotional trading karte Hain To hamen iska sirf aur sirf loss hota hai hamen hamesha isase badhkar trading Karni chahie Agar Ham chahte Hain Ki Ham bahut sari earning karen to yah hamara hak banta hai ki ham log sabar Karen
                      • #12 Collapse

                        Re: emotional trading is totally loss

                        kabhe bhe sentimental trading nhe karne cahiye yeh hamen ulta or bhe loss dete hae hamne cahiye ke hum is main fundamentally or technically market ko dekhte howe is main trade liya karen take hum yahan se kuch seekh saken hum jitna zayada is main ache tarah se kam ko kar he jate hain hamen is main success utna he milta hae is tarah se he to hum is main kamyab ho jate he hain agar hum is main ache tarah se apne kam ko karte he hain
                        • #13 Collapse

                          Re: emotional trading is totally loss

                          G Han dear member breading main emotional bhi kr Kam krna bhi kabhi kabhi loss Dy sakta Hy is liy AP ko apny emotions ko control Krny ki koshish krna chahay take AP kamyabi k sath accha trade Krny k qabil ban skain AP ki mehnat r ek accha experience hi AP ko kamyab banata Hy AP ki mehnat r ek accha trade k liy AP ko soch samjh k sath saber k sath trade krna chahay.
                          🌼 Never Give Up 🌼
                          • #14 Collapse

                            Re: emotional trading is totally loss

                            properly, expensive bahot hello achi recommendations hain aapki, loss trading ka hissa hello hota hai agar ham marketplace se ye zid kren ge k hamen loss q aya hai ya ni aana chahiye tha, to ye baat galat hai agar hamen loss ho gia hai to ahista ahista recover hoga aik hello din men loss ko recover krna mushkil ho jay ga isliye hamen emonaly trading se bachna chahiye.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: emotional trading is totally loss

                              yes my brohter foreign exchange most important jo bhe emotional buying and selling kerta hai wo humesha loss he kerta hai us leay humean us essential apny lalauch ko manage kerna ho ga pher he us forex business essential hum log agay nikal sagain homosexual or acha earnings bana sagain homosexual

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X