Do not be afraid of forex trading.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #46 Collapse

    maray bhai is main aap kokhufzada karny wali koi cheaz nahin ha aaik invester ka liya khofzada karny wali aaik hi sort hoti haiy or wo hota ha loss lakin pakistan forex forum main asa hargiz nahi ha so dont be afraid.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #47 Collapse

      haan aap nee sahi kaha agar aap khofzada hoo kar aap trading karein gee too phir aap kee liyee trading karna waqai bohat muskil hoo jayee gaa aur jab app relax hoo kar karein ge too phir aapnee aosan koo kaboo mein rakhein kar zyada confidence kee sath trading kar sakte hian..learning see aap zyada apna confidence increase kar saktee hain
       
      • #48 Collapse

        mai ap ki baat se agree nahi karta q k forex mai hum ko risk laina nahi chaiye us k liye humay sahi knowledge laini chaiye or hard work kar k market trend ko sikhna chaiye or apne experience or self confidence k sath trading karni chaiye agar risk laingay to loss hoga.
        • #49 Collapse

          han g tarding sy darna nei chahiya profit or loss to busines ka hisa hay agar ham loss nei karty to ham ko pata kisay chily ga ky loss kisay hota hay or trading men kis galti sy hamera loss hoia han ek hi galti baar baar nei karni chahyia trading sy darna bhi nei chahyia
          • #50 Collapse

            who know that if he work then he can earn should never afraid from any work and forex is such business in which with a short struggle we can earn a lot in very short time. in other words the forex is money making machine and to oprate this machine you have to struggle. you will never feel afraid when you will earn from forex properly and regularly
            • #51 Collapse

              Pakistan Forex Forum pr trading krtay huway ye baat to zehan mein honi chahiye k risk to hay, profit b ho sakta hay aur loss b ho sakta hay, aap proper market knowledge aur market analysis k sath working krain to loss honay k chances bohat kam ho jatay hain.
               
              • #52 Collapse

                no brother trading ki afraid honay ki zarorat nhi hai because afraid wo log hotay hay jis is kam k barey may koi khas information nhi hoti hai aur wo sirf tukka laga kar kam kartay hay.agar aap forex may afraid nhi hona chahtay to aap ko is may kam kar k experience hasil karna hoga
                • #53 Collapse

                  forex is a very risky and challenging business. this business needs extreem hard working and struggle to gain experience and knowledge about that business.experience and knowledge both are keys to success in that business.more we will work hard so more we will be able to make profit.
                  • #54 Collapse

                    in the beginning stage, I afraid the forex trading business ,when I am losing the money in the trading. after my skill and knowledge is improved, then I am not afraid in the forex trading business. it is good business.
                    • #55 Collapse

                      jis cheez say banda darta hai wo he hoota hai.is liey main to ye he kahoon ga kay aap loss sy na darain or is say bachny kay method find karain.agar aap loss say bach sakty hain or is ka matlab hai kay ap earn kar sakty hain.
                      • #56 Collapse

                        forex trading business main hamen big patience ki need hai agar hum forex trading business main greedy trading karen gay tou phir hum ko loss hone ka ziyada chance hota hai so keep patience agar
                        • #57 Collapse

                          forex currency trading in any respect their a new on-line bussiness which you could gain a lot more within just quite a lesser amount of occasion. throughout market place situation this is men and women find reluctant involving foreign currency site.
                          • #58 Collapse

                            G han sir g yahan darnay ki zarrorat nahi hai. Yahan agar ap loss ki waja say dar rahay hain toh ye toh har business main hota hai> Thora risk to lena hoga.
                            • #59 Collapse

                              forex trading main nafa nuqsaan chalta rehta hai, bus samajh daari se trading karo, ye to wesay bhi abhi shuruwaat hai aagay aagay hum aur bohat kuch dekhen gay. profit bhi hoga aur loss bhi. is liye afraid honay ki zaroorat nai.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #60 Collapse

                                Forex ko ap kun join krte hain ye tu ap khud pata hi hota hai paisa kamane k leye forex trading risky work hai forex mein success asani se bhi hasil ni hoti pora knowledge hona zaruri hota hai.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X