thread rating karne k tareeqe
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    thread rating karne k tareeqe
    Pak forex forum mn jab ham thread post karte waqt rating kisi thread ko karte hn tu is ka kia faida hota ha aur thtead ko rate karne ka kia tareeqa ha aur agar thread ko rate kar dia tu maximum kitne star de sakte hn aur star kis hisab se die jaen
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    dear jab be koi achi post or thread hoti hay us ko thanks karny se us thread or post ki rating increase ho jati hay, kesi be member key threads ya posts se agar app key knowledge me ezafa hota hay to us ka haq banta hay key app us ko thanks zaror karen.
    • #3 Collapse

      mery kheal main rating kernay ka koi khas faida nahe hota hai ager app kisi ki post ko like kerty hain to us ka usay zeada faida hota hai our jab dosra member ap ki post ache ho ge our like kereay ga to pher us ka app ko bhe kafi faida ho ga
      • #4 Collapse

        jab bhe app dost ache posting kerean gay jes main app k thread ya post ki quality ache ho ge to pher us k opper membes ki traf say app ko response acha mila ga our wo app ko appreciate keran gay our rate bhe karen gay simple thread k oper to khuch bhe nahe milay ga
        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
        • #5 Collapse

          Bhai agar apko koi thread bohat achee ya knowledgeful lagi tou ap us k apny hisab sy rating dy sakty ho qareeb 5 option hoty hain jo marzi hy magar good ya excellent do gy tou es sy farq pary ga aur us bandy ko acha bonus mil jae ga jiski post ho ge

          اب آن لائن

          Working...
          X