Urdu Main Forex Ky Swal o Jawab

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #166 Collapse

    isi liay ye forum hum sub k liay buhat hi kamal ka ha kion k is k sath hum log buhata cah akm akr saktay hn is liay ye muja b buhat hi cool forum lagta ha or isi liay ma is k sath buhata cah akm akr rah hn or yehi muja b cool lagta ha
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #167 Collapse

      Daikhain time frame ki zaroorat islye hoti hai so ap discipline k sath sary pairing kr sakain or jb ap k mind main aik time frame ho ga usi k mutabiq ap trade krty hain na.agr ap nay aesa nae karain gy toa kuch faida nae ho ga apko apni trade main
      • #168 Collapse

        apki thread urdu main ho to bhi koi masla nae hai lekin reasonable honi chahye yani k jo log es forum main posts kr rhy hain wo smjh skain us hisaab sy apko guide kren ya khud us sy faida lain
        • #169 Collapse

          dear pak forum me koi pabani nahi hay kah aap Urdu ya English me dono me jawabat day saktay han.aur forex me time farme isliay zarori hay kah aap kisi be jaga agar time ki pabandi nahi kartay tu aap kamyab nahi ho saktay,
          • #170 Collapse

            app ne jw swal kia hay wo time frame ka hay ye bhoot asaan cee baat hay k har kaam ka time frame hoota hay jiss main wo good ho sakata hayiss main markeet main jab teeze ho wo iss ka acha time hay oor wo rich countary ka halat per munaser hay
            • #171 Collapse

              jee bhai ya bht he zada achaa hy hm pakistanion k liy k hm yahan pa urdu me swaal jwaab dy skty hain ... or ya forex forum ke bht bari khobi b hy k ya hmen is cheez ke permition deta hy k hm yahan pa urdu me jwab dy sken...
              • #172 Collapse

                g han bhai jan forex main time frame forex ki timing ko zahir karta hai jis sy humain forex ki timing kay hisab sy candles ko show karti hai aur is main humain ye pata lagta hia k hum kitna profit earn sakty hain.,
                • #173 Collapse

                  is forum main sub say ziadah faidah yeh ha k ham is forum main kisy bhi sawaal ka jawaab bhi urdu main day sakty ha.and is tarah ziadah knowledge hasil kar saktay hain.
                  • #174 Collapse

                    ji bilkul achi bat kahi hai ap ne ke urdu main forex ky swal o jawab yani is thread mein sab urdu mein post karen :) and jo ap ne pochaw ji bilkul time frame ki buhat ehmiyat hai forex mein :)
                    • #175 Collapse

                      g bhai forex main time frame bht important hy time frame sy e hume market ki pechli movement ka pta chalta hy aur hum us k mutaiq analyz krty hain market ko jitna bra time frame hoga utna e acha help kry ga
                      • #176 Collapse

                        yes time frame boht imported hai forex main kyu k is say hee hum profit earn kr sktay hai so i think 1 hour kaa time frame mostly use hota hai jis per zyada trader kaam krtay hai
                        • #177 Collapse

                          sometimes it profitable forex though no analysis, but it should be realized that it is just a coincidence and usually when there is change in the pattern of price movements, luck just is not there and we will experience a loss and will spend what we've gained over the years.
                          • #178 Collapse

                            forex trading ka time frame mukhtalif countries mein mukhtalif ha. Pakistan mein forex market week mein 5 din open rahti ha or is time mein 24 gaintoon mein 1 minute b band nhi hoti. Friday ko raat 2 bje market close ho jati ha or sunday raat 2 bje market dubara open ho jati ha.
                            • #179 Collapse

                              yes dear ap urdu me posting kar sakte hain its not a big deal bus khayal rakhen k rules ko follow karain aur post topic k mutabiq ho taa k ap ki post waste na jaye forex bht acha business hai :)
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #180 Collapse

                                Listen brother Forex business me Trading karne ke leye M1 se Month1 Tak ka time frame hota he, means jab ap H1 ka time frame choose karte ho to chart me jo bhi new candle make hogi woh aik hour ke mutabiq hogi. agar M1 time frame he to har aik mint me new candle create hogi..

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X