"Is there Shortcuts to Success in Forex"

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #346 Collapse

    no my dear forex me koi shortcut nahi hai agar hum mehnat karain tab hi iss se achi earning kar sakte hain ye bht hi risky business hai iss me kisi qisam ki bhi lalch ya jald bazi loss karwa sakti hai.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #347 Collapse

      Forex aik short cut rich bnany k leay short cut zaror orovide kerta hy but as physical iss main koi shortcut nahe hy its mean ye easa business hy jes main thory he waqt main rich hoa ja sagta hy
      • #348 Collapse

        forex mai waisay koi short cut nhe hota hai and na he humay aisa karna chaiey ye aik busienss hota hai and humay har kaam mai puri ache tarha say us bare mai learning and pura ache say experience gain lazmi karna parta hai us say ap kamyaab ban sakte hai
        • #349 Collapse

          ji nahi forex ke business me kabhi bhi koi shorcut nhi chalte hain kiun ke forex ka business bohat difficult business hai is business me shortcuts nahi chalty hain agar is me aap ko earnings karni he hain to pori mehnat ke sath he karni hon gi .
          • #350 Collapse

            Assalam-O-Alaikum forex trading dunia ka aik aisa business hey jis me kisi be kisam ka koi short cut nahi chalta hey aur ager ap aisa karney ki is me koshish kartey hen to ap key hath loss key siwa aur kuch nahi ata.
            • #351 Collapse

              Forex trading me Koi bhi short cut nahi he is liay hamin hamesha forex ko Sikh Kar hi kam karna chahiay takay hum forex market se faida utha sakin.
               
              • #352 Collapse

                No dear ye aik asa business ha jis me koi short cut nahi ha is business ko hm jb chahe tb kar sakty hain or is business se jitni earning karna chahe utni kar sakty hain isi liye ye business aik best business ha or aik sb se acha business ha all world ka
                • #353 Collapse

                  trading ka business shortcut per depended nhi hota hai na he is me koi yeh samjhe ke is business ko ham successfully kisi bhi shortcut ke zarye seekh len ge is me aesa bilkul nhi hota hai is me proper learning ke baad he kaam kara jata hai .
                  • #354 Collapse

                    Brother Salaam :

                    I like your post, actually there is no shortcut in this Business if you do this then you are deceiving yourself always & to your Talent as-well. be professional
                    Act upon the Best Trading Techniques always thanks
                    • #355 Collapse

                      Forex main koi short cut nahee hai sirf hard working se hi is main success mil sakti hai is k elawa koi raasta nahee hai learning bas learning
                      • #356 Collapse

                        Dear friend aap ne aik acha sawaal kia hai aao ne kaha hai k "Is there Shortcuts to Success in Forex" to mai is baray main youn kahoonga k nhi koi shortcut nhi hai trading mai
                         
                        • #357 Collapse

                          Mera bhi ye hi khayal he ke Koi bhi new comer ak haftay me profational trader nahi ban sakta kio ke ye possible hi nahi he Han Aisa soch zaroor sakta he.
                           
                          • #358 Collapse

                            forex trading is not easy business. forex trading is too hard and very risky business. you can lose more money and be poor quickly because of forex business. need more learn and long learning process to get success in this business
                            • #359 Collapse

                              Forex mai kam waqt mai bohot sari earning kI ja sakti hai yai pese kama nai ek short kart hai per is k ander bhi short kut ma dhonde
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #360 Collapse

                                nahi forex me successful hone ka koi shortcut nahi ha balky is me ap jitni practice karen gy utna hi learn karen gy is liye ap ko chahiye k ap zada se zada trading karen and apni mistakes se learn kar k un ko repeat na karen.
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X