Successful trading k leye pehlay apni ap mai changes lana honge

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Successful trading k leye pehlay apni ap mai changes lana honge
    Bilkul janab successful trading k leye har ik ko change hona parega yani apne ap mai tabdeli lani parege greed ko khatm karna hoga andar say impatience ko khatm karna hoga emotions ko control karna hoga zyada tar apne ap ko cool aor fresh rakna hoga apne ap ko ik acha learner banana hoga apne ap mai struggle wale cheez paida karne hogi jab ik trader ye tamam chhezay apne ap mai layega tou definitely success buhot jald oske qadam ko chomega
    Zuhaib9988 Trading journal
    https://investsocial.com/ur/showthread.php...rading-Journal
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Successful trading sirf wohi ker sakta hai jis k attitude me seriousness ho aur wo seriously is ki value samjhe na k is ko time pass use kre. Tab he wo kamiyab samjhe
    • #3 Collapse

      zbaradast es thread me apne bht achi batain kahe hai or waqai me in real agar trader apne ander ye sub cheezain peda kr lete hain to wo 1 kabil trader ban skte hain esme sabar me add krdeta hu k sabar krna hoga usko trading me agar uski trade loss me or lagta hai k wo profit me ayegi to usko uska wait bhi krna chahe n k loss me he take krde trade ko.
      • #4 Collapse

        Successful trading ke ley khod main sabar aur bardasht paida karny ki zarorat hot hai koun jaga jaga trading main is ki zarorat parti hai jb main main yeh donon nai hon gy tu ap kbi successful trader nai bn skte koun is main jb loss hota hai tu khod ko control aur emotions ko control karna mushkil hota hai aur insan jald bazi kar jata hai aur bn sochy smjhy loss ko recover karny ke ley ghalt ****ly le jata hai jis ka usay bahat bara nuqsan uthna parta hai
        • #5 Collapse

          Dear trader's,
          Ak kamyab trader bunny k liye zrori hy k ap me tahamul mizaji r burdbari honi chaye. Ap ny jo points is thread me biyan kiye wo kabily tareef hen.AK trader NE ye tamam khobyen zror honi chahye. Jis trader me ye khobyen na hon wo trader kabhi kamyab trader nai ban sakta.pas khud me tabdeeliyan peda kren.. Lalach ko khtm kr den r mustaqil mizaji se Kam kren kamyabi zror mily gi.kyun k mehnat kabhi rahegah nai jata.
          Shukriya.
          • #6 Collapse

            Hundred percent right bat hai k jab tak koi apne ap ko es tarha change kar day wo os waqt tak kamyab nahi ho sakta ye sirf forex k leye nahi hai balke har os cheez mai apko karna parega jes k leye ap struggle karte ho os cheez k mutabik jab ap apne ap ko change karloge taab wo cheez ap asaane say kar pate ho
            • #7 Collapse

              forex trading main main samjhta hon k ap successful trading tab he kar sakte ho jab ap apne ki howe msitakes se saikho aur unko dor kaor aur unse faida uthao jab ap apne mistakes se saikho gay khud main change lao gay to ap successful ho jao gay
              • #8 Collapse

                g han forex trading main kamyab hony k liy ap k tips achy hain aur bilkul g ham ko chahiy k hem trading k doran bilkul bi lalach ni karain aur ziada sy ziada learning karain forex trading k bary main aur jitna ziada ap tough time ly sakty ho aik dfa ly lo forex trading ko seekh lo is k bad apko profit hi profit mil sakta hy trading main
                • #9 Collapse

                  Bahut piyari bat ki ha ap nay. Forex main agr hum kamyab hona chahtay hain to hmain apnay ap main kuch change lana ho gi. Mind ko cool rakh k aur jazbat pay qabu rakhna ho ga. Aur apnay andar learning ki interst develop krni ho gi. So bahut achi bat ki ha ap nay me apki bat say agree krta hun aur hmain kmayab honay k leay aisi changes lana hon gi
                  • #10 Collapse

                    Bhai ye tou sahe kaha hy ap ny kyo k agar hum kudh ko change nahi kar sakty kudh ko control nahi kar sakty tou phir na hum achy trader ban sakty hain na hi achee trading kar sakty hain kyo k trade k liye greed emotions ko qabo mein rakhna aur kudh ko sabre mein rakhna mushkil mein hy es liye pehly kudh ko bhee change karna ho ga
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      G dear forex sab se different business ha or is ko krny k liye hamain bhi different bn na pary ga apny andar changing lana parain ge tb ja kr is k qabil bna ja sakta ha

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X