how news effect on forex
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    how news effect on forex
    Friends main apse pochna cahta hon k news forex pe kaise effect karte hain kae baar suna hai k country ki economy trading pe asar andaaz hoti hai agar is main koe incident ho jae jis se us mulk ki economy ko nuksaan ya faida ho to marker move kar jati hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    News ka forex market par kafe impact hota hai jab ye release hoti hai tou market buhot zyada volatile hota hai aor ye be ik important fact hai k har news ka direct link os country k economic situation say hoti hai lehaza news aor data ko judge keya jata hai jes taraf oska impact zyada ho os time market osi taraf trend bana deta hai
    Zuhaib9988 Trading journal
    https://investsocial.com/ur/showthread.php...rading-Journal
    • #3 Collapse

      Well dear news se kisi bhi country ki economy ko achi tarah jana ja sakta hai k is ki economy strong ho rahi hai ya nahin is liye news se harw waqt touch rahna chaye is market trend ko smjhne main asani hoti hai
      • #4 Collapse

        G bhai phly b ais py discuss ho chuka hy k agr mulki halat aur new thk hn to invester zaida ain gy aur ap ki economy py up ho jya gi to humry lia b acha ho g Allah humry mulk ko achy kry ameen
        • #5 Collapse

          G bahi news ka asar trading pe bht zayda hota hay. Aur jab bhe market bohut he zayda up ya phr fown aati ha to es ka matlab hota ha k koi news aai ha. Esi news ka saath jur kar rehna chahey aur hmesha newss ko follow karin. Koi bhe acha trader aap ko yehi btaay ga kay news pe nazar lazmi rakhni hay aur ignore nahe karnna hay.
          • #6 Collapse

            News ka forex k business par bohat zaiydha asar hota ha. Good economics activities ki news se market tez ho jati ha or bad news se market down ho jati ha
            • #7 Collapse

              Yes news ka forex trading par kafi asar hota hai ap news any ho tu us se pehle apny trade ko adjust karna achy aur successful trader ki nishani hoti hai koun jbnews ati hai market ke bare main tu kbi kabar market bahat teezi se move karti hai ke ap ko sabhlny ka moqa bhi nai milta
              • #8 Collapse

                news se harw waqt touch rahna chaye is market trend ko smjhne main asani hoti hai.news say maket up and down hoti hai.trading k lye asp.ko must news py focus krna chaye.
                • #9 Collapse

                  G bhai Forex mein news ka kafi role hota hy keun k jb bhi koi news aati hain market mein kafi tezi dekhny ko milti hy keun k ye hr qism k indicators,analysis aur predictions ko ghalat saabit kr deti hain jis sy yehi saabit hota hy k market py jin baaton sy effect parrta hy un mein sb sy ziada news hoti hain
                  • #10 Collapse

                    news forex market par bohat ziada asar chorti hay agar hum news ko follow karty huway trading karen gay to humari trading bohat achi aur safe ho sakti hay es business main money management karty huway kam karna chahiey tab he humari trading safe aur achi ho sakti hay esmain money management karty huway kam karna chahiey
                    • #11 Collapse

                      News ka market py bhut hi effect parta hy agar kio na kay ye is say jab meating wagaira hoti hy os main har chez ka rate wagaira currency ka rate waigaira jobs warkaroon wagaira ka elan waigaira hota hy har chez kay rates bhi change hoty hn jis say market py kaafi effect parta hy.....
                      • #12 Collapse

                        news ka bahut ziada effect hota hy forex trading ki market p ,aur hm sary member ko chahiy k hm agar forex trading main ziada sy ziada profit lena chahty hain to hem ko chahiy k hem ziada sy ziada news ko follow kr k forex trading main trading karain ,sirf news sy hi ap forex main kamyab ho sakty ho aur yeh aik kamyab strategy hy forex trading ziada sy ziada earning ki
                        • #13 Collapse

                          news ko dekhna bohat zaruri hai kue ke news ke ane se phele humain tmam trades ko close kar dena chaiye jo ke mara khayal hai ku ke news ke time market bohat hi fast movement karti hai.
                          :cool: Friends comment acha laga hai to Thanks pe Click kar De...!
                          Thanks in Advance
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Haryane wali news par market Par Hum Nazar Rakh sakte hain ye news market par Kafi factor Rakh sakti hai Jitna Jyada market Mein working Hoti Hai Itna Jyada Hum yahan se earning bhi kar sakte hain aur Kafi sport mil sakti hai

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X