Target = Success
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Target = Success
    Friends main apse yehi kahna chaon ga k ap rozana ki bunyad pe apna aik target set kar len aur us target ko har haal main achieve karne koshish karen agar ap rozana us target ko achieve kar len ge to koe bhi apko success se nahin rook sakta
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Yes dear trading hamen targets and planning se hi krni chahiye jab ham koi target rakh kr trading kren ge to ham uss target ko achive krne ki koshish kren ge to hamari trading men mazeed seniority aaye gi, aur jab hamen apna target achive ho jay to hamen apni trades ko close kr dena chahiye.
    :1f33a:​KHAN70 TRADING JOURNAL:1f33a:

    CLICK HERE FOR MY VISITING JOURNAL
    • #3 Collapse

      dear apki baat sahi hy lekin us mein aik problem hy k trader ko chahiey k woh target bhi utna adjust kry jisy wo aasani sy achieve bhi kr saky ye na ho k capital 50$ ka ho aur woh daily 200$ profit ka target set kr ley to ye impossible hy aur target achieve krny k liey zroori nhi k target achieve krny k chakkar mein hr waqt mobile ya pc k saamny bethy rahein. apna stop loss aur take profit set krein aur apni social life ko bhi time dein
      • #4 Collapse

        Ap ne bari achi bat ki hai jab insan ek targeg zehn men rakh k trade karta hai to phir wo apny target k mutabiq planning b krta hai. Jab k koi target na ho to achi planning b nahin ho sakti
        • #5 Collapse

          Ye be ik kisam ki trading strategy ya style hai k trader apne leye target set karta hai aor pir osko achieve karne k leye wo trading karta hai so es tarha say wo koshish karta hai k apne target ko har hal mai achieve keya jae lekan zarore nahi k target ko achieve karne k leye ghalat trade lagae jae
          • #6 Collapse

            Well dear jahan tak traget ki baat hai to main apse agree karta hon laikin kae martaba aysa bhi hota hai k market achi tarah move nahin kar rahi hoti hai to phire target achieve karne main nakami hoti hai to aysi halat main ye nahin k har haal main mujhe target lena hai aysa na ho k ap target k chakar main loss main chale jaen
            • #7 Collapse

              Forex k business me jab admi apne liye 1 target set krta ha or phir us ko achieve b kar leta ha tou us k under or mehnat krne ka jazba paidha ho jati ha or aahista aahista admi success ki janb bharat ha
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #8 Collapse

                agar hum forex trading main target set kar kay trading karen gay to hum market main safe earning kar sakty hay aur humay chahiey keh esmain lalach bhi na karen kyun keh lalach kay chakar main market main earning nahi hoti ulta market main loss he kar laity hay humay esmain mehnat karni chahiey

                اب آن لائن

                Working...
                X