"Forex Trading is Risky or Not"

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #871 Collapse

    forex trading main risk humay apny experince ko daikhty huway lena chahiey so humay chahiey keh esmain ziada profit kay lalach main na pary es trha hum market main loss kay risk main par sakty hay aur humay esmain sabar say kam karna chahiey
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #872 Collapse

      ye ak boht hi riski buisness hai is main learn kar k hi trade karni ho gi aur experience ho ga tab hi hum is main kam karny k kabil ho skaty hain aur greed ko avoid kar k hi hum profit hasil kar skaty hain
      • #873 Collapse

        trade karny k liye hard work karni ho gi aur risk ko avoid kar k hi trade karni ho gi ta k loss kam ho saky aur market main profit hasil karny main bi asani ho saky gi aur trend ko use kar k earning ho saky ig
        • #874 Collapse

          ye ak boht hi riski buisness hai aur hamain market main plane kar k hi hum achi trade karein gay aur market main up aur down ko dekh k hi hum achi trade karein gay aur is forex main demo main practice kar k hi hum run karein gay
          • #875 Collapse

            mery khial main forex trading un logo k liy risky hy jinko forex trading ka knowledge ni hota wo bina seekhy jab trading krty hain to unko loss ho jata hy ,apko jab forex trading ka mokammal knowledge aur experience aa Jay ga to apko phr is business main risk baht km ho ga
            • #876 Collapse

              ge han bhai forex trading mein risk to ziada hota he aur trader ko chahe keh woh apne forex trading mein risk management ko ache trah se smjhna he aur trader ko forex trading mein market ke sahih trend ko follow krna he aur trader forex trading mein long term aur short term donon se acha profit hasil krta he jb trader ko trading mein acha knowledge aur experience hota he
              • #877 Collapse

                sir forex trading aek risky bussniess ha ham ya nai kha sakty ha k risky nai ha beshak forex aek risky bussniess ha jaha say hamay loss bhi ho sakta ha lakin apko risk lena hi nai chahiye qk risk lena apkay hath ma hota ha islay apko risk forex ma to lena hi nai chahiye lakin ha agar apko forex market ki samaj ajati ha to ap risk lay sakti ha
                • #878 Collapse

                  ji mein aap ki baat se mukaml iyfaaq krta hun. forex trading un logon k liye risky ha jo new hen in field me lkn jb aap ko thore time guzr jata hy is field me aye hue tw aap ko pta chal jata hy k working kese ho rhi hy aur phr aap k liye risky nhi rhta. aap ko ziyada se ziyada mhnat krni hoti hy.
                  • #879 Collapse

                    Nai dear me to kehta hun forex koi risky nai ha almost dunia main koi bhi business ha jahan investment hoti ha risk factor to us main bhi hota ha. Forex agr risky ha to sath sath beneficial bhi ha forex k zariye hum baghir physical effort k apnay leay acha profit earn krtay hain.
                    • #880 Collapse

                      riski buisness hai i smain plane kar k hi trade karni ho gi tab hi hum run karein gay aur hamain market main enter hony say pahly is k bary main planing karni ho gi tab hi hum run karein gay aur hamain market main is k bary main achi trade karein gay aur ahmain is k bary main prfit hasil karny main bi asna ho saky gi
                      • #881 Collapse

                        duniya me koi esa kaam nai jo risky na ho lekin forex me movement ziada hai jo isko ziada risky banata ha lekn is ziada risk se ap khud ko bacha sakty ho ager ap money management use kro or skill level increase kro to ap forex se profit ratio barha sakty ho lekn ye general bat hai k forex me risk zaror hai bss control krny ki need hai.
                        • #882 Collapse

                          riski buisness hai is main plane kar k hi hum achi trade karny k kabil hoo sakty hain aur hamain mangement hasil kar k hi hum achy say perform karny k kabil ho sakty hain aur hamain is k bary main knowldge hasil karein gay tab hamain bi is say faida ho saky ga tab hi hum profit hasil ho saky ga
                          • #883 Collapse

                            forex main trend ko use kar k hi trade karni ho gi tab hi hum run karein gay aur is forex main hard work karni ho gi aur riski buisness hai is main hard work karni ho gi tab hi hum run karein gay aur hamain market main planing karni ho gi tab hi hum achy say perform karein gay aur is say faida ho saky ga
                            • #884 Collapse

                              G mn ap ki bt sy agree hon forex tarding bhot risk hy is men risk liya karny he proft hein forex tarding mein loss ka chence 60% hota hy is mein proft earn karn bhot mushakil hota hy tarding ko humshan demo se senkhan kren start karna cahiya senkhan se loss ka chence kam ho jata hy
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #885 Collapse

                                risk ko avoid kar k hi trade karni ho gi aur is forx main jitna hamain experinee hasl ho ga so hamain is forex main planing kar k hi trade karni ho gi tab hi hum kamyab ho sakty hain aur hamain market main emotion ko kabo main rakhna ho ga ta k loss kam ho

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X