"Forex Trading is Risky or Not"

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #61 Collapse

    Bhai har work ma risk hota ha magar agar ap new trader ho to ap ko risk sa samna karna par sakta ha agar ap is ko proper tariqa sa learn kartay ho to ap ko risk management a jati ha to ap ko loss kabhi nahi ho ga
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #62 Collapse

      yaha p srf luck p depen ni hona un ky liy risky hy jo new hen or jin ky pas is business ka koi chae hn warna hum yaha kam ni kr pate hn..................
      • #63 Collapse

        dear friend ap na sahe baat e hai ka forex business boht risky business hai.lakin agr ap ka pass experinces hai or ap na demo account pa parctice be kya hai.to ap ko tenision nahi lani chahy .kue ka risk to har business ma hai.lakin forex ma per zayda profit be hai.
        • #64 Collapse

          ji ha bhi ji forex trading bohat risky kma hia laikin hum ko is kai andr risk laian chaye ap risk assani sai lai skty ho wo is tarha ap forum kai andr kam kr kai bonnuce lai ay to us pr trading kro
          • #65 Collapse

            gee han bilkul i agree app nay bilkul theak kaha hay kay forex ek bohat hi risk busines hay or is may success hasil kerna koi asan kaam nahi hay kion kay is may success ko hasil kernay kay leay kafi mehnat ki zarorat hoti hay ager app is may zeyada mehnat kero gay tou loss honay kay kam chances ho gay
            • #66 Collapse

              forex trading is a type of business and business is risky to forex trading bhe thora buhat risky hai lekin itna nai q ke is mein aapko koi apni pocket se to investment nai karni parti aap ko to apnay bonus se trading karni hoti hai
              • #67 Collapse

                i agree with you forex is risky business... magar ham chahen to ham is risk ko control bhi kar sakte hain agr ham mahnat karte hain to kamiyab bhi hote hain or hamari mahnat hi hai jo hamen loss se bachati hai..
                 
                • #68 Collapse

                  forex trading is very much risky kyun k is mein buhat si cheezoon ka khayal rakhna parta hai jaise k indicators se signal lene hote hai, market ki situation ko follow karna hota hai, market news ko follow karna hota hai agar hum aisa nahi karen ge to humari trade kafi risky hojaye gi jis se loss k chances barh jate hain is lye forex business is a risky business.
                  • #69 Collapse

                    Forex trading waqai eik risky business hai unlogun. Ke liye jo ise sahi tor pe nai seekhte aur direct trade start ker lete hain is seun ko bht nuqsaan hota hai aur wo loss me chale jate hain
                    • #70 Collapse

                      brother maire khayal mai tu forex trading bhot he risky hai aur market ko samjhna b kafi dafa bhot he muskil ho jata hai lakin achi baat yeh hai k iss kay sath sath opportunities be kafi hai earning ke . market key risk ko achi strategy aur money management saay kam kiya ja sakta hai
                       
                      • #71 Collapse

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: muba
                        Jee han brother mein iss kea br mein yeh kehan ctaha ho kea forex mein agar toh ap logo ko ach iearning karni hea aur acha profit kama hea toh ap logo ko che eka ap log zid asea zida focused apni knowlegde aur apni planning kea upper karien forex ek bhut bhut zida risky business hea .
                        dear Muba , app ke baat saay mai bilkul agree karta hon k forex market bhot risky hai .. lakin yeh baat be ehm hai ke app kaay paass knowledge aur experice ho tu app iss kay risk ko kafi reduce kar saktay hain . iss ke liye learing ke bhot he ziada ehmait hai .
                         
                        • #72 Collapse

                          bahi forex trading risky uyhi hai kyon kay is meion app ko na too loss ka pta hai kay kab ho ga or nahi app ko is merin profit ka pta chalta hai kay agar loss ho too app sad ho jatay hain lakin agar app ko profit ho jaye too app boht hi exite hotay hain...
                          • #73 Collapse

                            forex trading me agar aadmi ke pass experince aur knowledge ho to wo risky nahi hongi agar aadmi bina knowledge aur experince ke trade kare to uske liye high risk honga aur account loss ke jada chance honge.
                            • #74 Collapse

                              jese k ye ik complete business hai isme bhe risk factors mojud hain jo kai nuqsan dai sabit ho skte hain ye aik total risky business hai jsko smj k krna bht zarure hai in risk ko smjna or nimatna ana chye takai nuqsan se bach saken
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #75 Collapse

                                g han bhai jidhar sab loog ye khte hian ke forex market bohot profitable market hai udr dusri possibility ye be hai ke profit ke sath sath loss be ho sakta hai

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X