"Forex Trading is Risky or Not"

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    jee brother business koe b ho risk involve hota ha chahe aap koe traditional business kr rehe ho ya online business. per ye aap tak ha k aap ne ktni investment lagae huwi ha aur ktna earn krna chahte han usi hisab se risk lein.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      Yes forex trading is a risky business. Success is very difficult in this business. Because this business is different than other business. If you want to success in this business then you need good knowledge and experience.
      • #33 Collapse

        bhai her kaam hi risk hote he. app log jo kam bhi ker ge is profit or loss do he hote he. is ther forex trading me bhi loss or profit hote . liken ager app log is me se ther se planing se kaam kerte he. too app log is me kamyab trader bete he.
        • #34 Collapse

          demo account hi kamyabi ki kunji hy forex trading business un ky liy risky hy jo new hen or jin ky pas is business ka koi knowledge or experience hy.new traders think that forex trading is a risky trading and ther are right , to some extent..but I think jis ky pas is ka knowledge or experience ho usky liay
          • #35 Collapse

            jahan tak business ka taluq ha risk to her aik kam ma hota ha chahe wo forex ho ya koi our business ha. lekin is risk pe qabu pana hamere bas ma hota ha our acha trader is pe qabu pata ha.
            • #36 Collapse

              dear forex trading bhut risky kyu ke hume is me money invest kar ke trading karte hai or hume ye bi nai pata hota hai ke hum ne jo money invest ki profit ho ga us ka ya loss me dob jaye ge is liye hume soch samjh kar is me utni invest karni chaiye jitna hum easily kar sakte ho ta ke loss hone per hume koi problem na ho
              • #37 Collapse

                Dear forex trading ko kisi had tak risky business kah sakty han yeh business specially new users k liay barra risky hota hay is ke waja yeh hay k un ko trade ka zyada experience nahe hota lakin vo zyada profit hasil karny k liay zyada invest kar k profit hasil karny ka risk laity han halan k un ko thori investment say start karna chaiya ta k agr loss bhe ho to thora ho
                • #38 Collapse

                  forex trading bohat risky business hy is main lose honay k bohat chances hoty hain is lyey humain is ko ache tarh learn kr k trading krni chaye
                  • #39 Collapse

                    dear you are right trading me success hasil karne ke liey hume khud per atmaad hona chaiye humare pass trading karne ki strength and potential hona chaiye hume koi bi decision lete waqt darna nai chaiye ke hume loss na ho jaye balke trust ke sath decisions .
                    • #40 Collapse

                      ji forex busienss bohut hi risky busienss hai ku ki forex main app ko success hona ki lyea app ko bohut mahanat karna hoga barna app ko kabhi bhi success na hi melega. so forex bhout hi risky or sensitive business hai.
                      • #41 Collapse

                        janab ye bath tho bilkol sahi hai k forex auik risky business hai esmy ap ko kabi bi loss hosaktha hai experience trader ko isliye ye risky nahi lagthy hai kiu k wo ap risk lyny ky aadi hochoky hai
                        • #42 Collapse

                          Janab Forex trading ik buhat risky business hai, Forex mein loss and profit dono hain hum Forex k risk ko apni achi knowledge aur experience sy he control kar sakty hain , Forex mein jab hum kam karen to humain loss aur profit dono ko zehan mein rakhna chaiye . ye kehna galat hai k Forex mein risk nahin hai.
                          • #43 Collapse

                            agree,kun kay manay bhi ye hi cheez dekhi hay aj tak kay jo bhi aik successful trader hay wo kabhi bhi risk lay ker trading nahi karta hay kun kay risk lena is business main asay hi hay jasy apana capital Forex ki jholi main dalna.
                            • #44 Collapse

                              jee yahan per to risky kaafi kaam hai hamy yahan per mehnat ki zaroorat hoti hai ham yahan per jitna zyada knowladge hasil kren gy experience jitna zyadas hamga risk bhi hamara or kam hota jaye ga or ham kamyab hoty jayengy
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #45 Collapse

                                nahi forex trading bilkul b risky nahi hai ye business sirf aur sirf mushkil hai aur yaha pay aap ko sirf aur sirf aap yaha pay agar apni investment k hisab say trade kartay hain to aap ko eisk kum ho ga.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X