Forex trading mai mushkil time ka mukabla karna chaheye

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex trading mai mushkil time ka mukabla karna chaheye
    Bilkul agar forex trading mai kesi ka tough time chal raha hai tou oska mukabla karna chaheye haar nahi manni chaheye kiu k agar ap muhskil waqt mai sabit qadam rahoge tou he ap kamyab rahoge aor agar ap nay mushkil halat ka mukabla nahi keya tou kamyabi hasil karna pir nehayat he mushkil hojata hai ye he forex trading mai success hasil karni ki keys hai
    Zuhaib9988 Trading journal
    https://investsocial.com/ur/showthread.php...rading-Journal
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    G bilkul hamen trading men sabar se kaam lena chahiye baz aoqaat trading men loss bhi shuru ho jata hai but hamen iss se disheart hone k bajay sabar se kaam lena chahiye aur mazeed mehnat krni chahiye ta k ham apne loss ko bhi recover kr saken aur sath men ham profit bhi bna saken...
    :1f33a:​KHAN70 TRADING JOURNAL:1f33a:

    CLICK HERE FOR MY VISITING JOURNAL
    • #3 Collapse

      Ye bat 100 percent drust hai k trading mai sirf wo log successful hote hai jo mushkil halat ko ache tarha handle kar lete hai yani agar apki trading ache nahi ja rahi aor ap zyada losses mai ho lekan ap pir be struggle kar rahe ho ache trading ki tu ik waqt ayega k zaror ap kamyab hojaoge es leye kabi be mayos nahi hona chaye
      • #4 Collapse

        Bhai g halat ka mukabila krn chuya q k halat kbi aik jasy ni rhty aur forex main agr halat khrb ho jin to ap relax ho jao tension n lo phr kro kam
        • #5 Collapse

          g han billul forex trading main agar ap mushkil time ka shikar hain to apko chahie k ap us ka muqabla karain q k is main jitne zai ap hard work karo gay jitne mehnat karo gay jitne apki skills develop honge utna he apko us main faida hoga
          • #6 Collapse

            اصل پيغام ارسال کردہ از: Zuhaib9988 پيغام ديکھيے
            Bilkul agar forex trading mai kesi ka tough time chal raha hai tou oska mukabla karna chaheye haar nahi manni chaheye kiu k agar ap muhskil waqt mai sabit qadam rahoge tou he ap kamyab rahoge aor agar ap nay mushkil halat ka mukabla nahi keya tou kamyabi hasil karna pir nehayat he mushkil hojata hai ye he forex trading mai success hasil karni ki keys hai
            Agar Hum acche traders Banna Chahte Hain Toh Yeh zaroori hai ke hum Forex Mein Jab Mushkil time aata hai to US time acchi trading Kare aur us Mushkil Waqt Ka achi Tarah Se Samna kare
            • #7 Collapse

              اصل پيغام ارسال کردہ از: Zuhaib9988 پيغام ديکھيے
              Bilkul agar forex trading mai kesi ka tough time chal raha hai tou oska mukabla karna chaheye haar nahi manni chaheye kiu k agar ap muhskil waqt mai sabit qadam rahoge tou he ap kamyab rahoge aor agar ap nay mushkil halat ka mukabla nahi keya tou kamyabi hasil karna pir nehayat he mushkil hojata hai ye he forex trading mai success hasil karni ki keys hai
              Forex trading mein jo successful trader Hai Wohi Hote Hain Jo trading ke mushkil time mein oh situation ka muqabla karte hain aur phir Wahan Se Khud Ko release kar lete hain
              FRD 07 TRADING JOURNAL
              • #8 Collapse

                forex trading main ziada time dai kar ziada earn kea ja sakta hay esmain humay money management karty hwuay trading karnay main he faida hota hay tab he hum esmain safe earning kar sakty hay sahi say time daina chahiey es business main tab he safe earning kar sakty hay es business main
                • #9 Collapse

                  Re: Forex trading mai mushkil time ka mukabla karna chaheye

                  G bilkul hamen trading guys sabar se kaam lena chahiye baz aoqaat buying and selling guys loss bhi shuru ho jata hai however hamen iss se disheart hone k bajay sabar se kaam lena chahiye aur mazeed mehnat krni chahiye ta k ham apne loss ko bhi get better kr saken aur sath men ham profit bhi bna saken...
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex trading mai mushkil time ka mukabla karna chaheye

                    g bilkul ap ki bat thk ha k ham ko chye k ham is mn kabhi bhi preshan na hn los ki waja se ham ko chye k ham is mn apni mehnat ko jari rakhain tab hi ham is mn kmaybi hasil kar sakty hn ham ko chye k ham ko agr loss bhi hota ha tu ham ko chye k ham is mn preshan na hn ham ko chye k ham is mn dil or lagn se kam karain tab hbi ham is mn kmaybi hasil kar sakty hn ham ko is mn na umeed nhi hona chye kamyabi hasil karnay k liye ham ko is mn mehnat karna ho gi

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X