Recent political uncertainty in Italy
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Recent political uncertainty in Italy
    Italy euro group ka member hai agar kesi nay judge keya ho tou recently Italy mai political uncertainty ki waja say euro kafe mutasir howa hai es issue ki waja say euro ko kafe sell keya gaya hai agar ap recent chart ko deko ge euro k pairs mai tou kafe zyada pips ki down howe hai aor ye sub esi he ki waja say howa hai lehaza in members ka euro par khas impact parta hai jab koi khas development hotu in countries mai .
    Zuhaib9988 Trading journal
    https://investsocial.com/ur/showthread.php...rading-Journal
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Bhai ap ke bat bilkul theek hy and ap ka analysis b bohat achy hen ap ny sahe kaha hy k Italy ma political uncertainty ke waja ay Euro effect ho sakta hy and hamen in future is tarah ka political issues pa nazar rakhni chaye ta k trading karty waqt kisi loss ay bacha ja saky
    • #3 Collapse

      Bilkul recent time mai italy mai kafe tension ta political problems te jeski waja say euro kafe sell howa hai jab be es tarha ki koi tension hote hai tu os country ki currency kafe zyada effect hote hai so lehaza esi situation mai kafe ehtyat k sat trade lagani chaheye .
      • #4 Collapse

        Dear aap ki baat theek hai iss waqt dollar kay baad euro doosri bari aur strong currency hai aur europe mein kahin bhi koi uncertainity create hoti hai tou woh directly euro ko effect kartay hain aur recently yehi sub bua hai
        • #5 Collapse

          Bhai forex main to ap ko ilam ho na he chiaya lakin os k sath sath ap ko ais k related jo b kuch hota hy ais py b nazarrakni chiaya tb j k ap apny ap ko experts bol sgty hain wasy bhai ap ny both acha kia ya sub bata k
          • #6 Collapse

            forex market main har kisam kay halat asar andaz hoty hay agar hum esmain khoob mehnat karen gay to he hum esmain earn kar sakty hay so humay esmain jald bazi nahi karni chaheiy kyun keh jald bai main loss he hota hay mehnat kar kay earning karnay main he faida hota hay es business main humay
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #7 Collapse

              G han aapne sahee kaha ha. Us main dosri baat ye bhe ha k abi 2 din pehly he Usd kafi strong bua ha jis ke wajha se euro mazeed down aaya ha. News and political situation bht zayda market ko impact karti hain. Lehaza jis pair pe trading karni ho us ke news achi tarha samjh k kaam kiya jay.

              اب آن لائن

              Working...
              X