How to be patient

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #76 Collapse

    yes you are right patience naa hone ki waja se hi ham loss uthate hain aor success hasil nahee kar paate patience hona bohat hi zaroori hai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #77 Collapse

      Aj mien ney ik thread mien dekh hai ik member keh rahey they key demo account mien profit hota hai or real account mien loss ho jata hai to us mien mujhe yeh he reason lagi key trader demo mien relax ho patience key sath trading kartey hongey jab key real account per aisey trading nahi kartey hongey.
      • #78 Collapse

        bhai jaan is main hamain kissi kisam ke koi bhe jald bazi nai karni chaye and hamain patience rakhna chaye agar hum is main patience nai rakhain gy to hamain high loss he hota hai bas.
        • #79 Collapse

          Sir ap log jo merzi kahay is may ap ko saber kerna hi paray ga is kay ilawa apkay paas or koi chara bhi nahi hota hai ye sab kaam himmat berdasht or saber ka hi hai is kay bina ap log kuch nahi ker sakta hain ay phir ap log mehant kare
          • #80 Collapse

            if you will be expert in making good analysis then you can easily get to be in patience by use of stop loss and take profit and by avoiding form greed you can get success in trading and it is key to success in trading.
            • #81 Collapse

              Dost pehle to main ye kahonga ap post urdu main keren take kuch logon ko sahoolat ho rule k mutabiq ise apka account block hojaega, dosri ye bat hey k ap din main ek amount apne zehn main bana lain loss ya gain hogi yahi.
              • #82 Collapse

                impatirent ho jan bhi traders main aik aam baat hain is ki wajah yeh hoti hain kay un ko trading main har waqt yeh dar aur khoauf hota hin kay kahin trades nuqsaan main na chali ajiin is ki main reason yeh hoti hain kay un ka knowledge is qadar mazboot bnnai hota hia kay un ko apni hi lagai huai trades par yaqeen hokay woh profit main jati hain ya los main.
                • #83 Collapse

                  Successful trading krnay k liye patience ka hona bohat zroori hota hai or apnay ander patience create krnay k liye take profit or stop loss ko zroor use krna chahiye or utni der tk trade ko close nhi krna chahiye jitni der tk take profit ya phir stop loss hit na ho jaye.
                  https://t.me/pump_upp
                  • #84 Collapse

                    apnay andar sabar k jazbat ko paida kar lena me samjhta hun k ek barhi bat ho sakti hai yaha pay achi tarha say hum kuch na kuch kar lenay me zyada behter kar letay hain hume practice kar k yeh bat pata chalti hai k humaray yaha pay kitni zyada ahmiyata hai is kam me k hum kesay earning kar saka kare.
                    • #85 Collapse

                      ye aik acha buiness hai si ko bahut sy loog kr rahy hain ye aik real buines hai is ko ehnt sy kijata hai ye aik worldwid ebuines shai si ko ksii timebhi khain bhi kja skta hai aur earn kiaj skta hai ye aik real buines shai
                      • #86 Collapse

                        forex trading ka kam he sabar ka hai ,jis ny is kam mein sabar nahi kiya os ny is kaam mein loss kiya,is mein trade lagane mein jaldi nahi karni chahiye,soch k samaj k trade karni chahiye,aur jo trade banti ho wahan pe trade krein
                        • #87 Collapse

                          Trading key doran emotional hona dangerous ho sakta hy. Jab tak aap patient rahain gey, aap key decisions correct hon gey lekan jab aap emotional ho jayen gey aur apna confidence kho dain gey, aap key loss key chances barh jayen gey. Jitna profit asani sey ho jaye us ko accept kr lena chaheye aur ziada profit ka lalach nahi karna chaheye.
                          • #88 Collapse

                            Yeh bussiness hai he jis mn self confidence ki ziada zrorat hai. Aur emotions pe bh control karna hoga. Jo patience ka muzahira karty huy bussiness kary ga wohe successful trader bny ga.
                            • #89 Collapse

                              Assalam u alikum friend jee haan sahi kaha hum jab patience kho dety hain to patience k sath hum profit bhi kho dety hain, aksar hum loss me hi jaaty hue order foran close ker dety hain jab k thora sa wait ker lena chahiye kyun k market up bhi aa jati hai or tab hamara loss recover ho sakta hai.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #90 Collapse

                                forx trading mien bhai jaan patience rakhna to waqt ke sath sath hi ata hai aur ye koi achanak se nahi hoga apko iske liye kaafi mehnat karna hogi aur isko sahi se seekhna hoga.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X