confidence in trading
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    confidence in trading
    forex trading mein successful hony k liey trader ka confident hona bahot zroori hy jis sy wo apny decisions mein confuse nhi hota, dear members koi aisa tareeqa bataein jis sy koi bhi new trader apna confidence improve kr sky aur behtr trading kr sky
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dear kisi b kam m Ap m confidence us Time tk ni Hata Jb tk Ap k pass knowledge Na o. Ap forex trading professional bn kr aur is Ke study kry Ap m confidence khud ba khud Ha Jay ga
    • #3 Collapse

      اصل پيغام ارسال کردہ از: qasimbaloch پيغام ديکھيے
      forex trading mein successful hony k liey trader ka confident hona bahot zroori hy jis sy wo apny decisions mein confuse nhi hota, dear members koi aisa tareeqa bataein jis sy koi bhi new trader apna confidence improve kr sky aur behtr trading kr sky
      trading mian confidence bohat important hota hai q k aggar trading krty hoy hamain khud pai confidence nai hoga to ham achi trading nahi kr skty or hamian loss ka fear he rahay ga or hamain loss hoga
       
      • #4 Collapse

        • #5 Collapse

          Forex trading Mein traders ke liye luck bahut kam hota hai agar traders trading karte huye Khud par confidence Rakhe Tobo market ko acche se watch kar sakte hain aur Market ke trend Kobe analyse kar sakte hain confidence ka trading Mein Ek bahut important role Hota Hai
          FRD 07 TRADING JOURNAL
          • #6 Collapse

            Bhai jan confidence os waqat ata hy jub ap os ki practice zaida sy zaida kro gy for example jub ap first time car drive krty ho to ap ko chalna to ati hy lkin ap k andar confidence ni hota lakin after some time jub ap k andar confidence a jta hy aur ap ko koi msla ni hota same like trading hy bhai jan
            • #7 Collapse

              dekhen confidence improve apka jab he hoga ap jab zada se zada demo account par practice karengay q k usme ap her kisam ka tareka istemal karengay or jis tarekay se apko zada % me kameyabi mili hoge us par apka bharosa ban jayega us k bad ap usi tarekay se jab real account par trading karengay to ap ek dum sure hongay yahe advice hai meri dear ap k lia.
              best of luck for good trading.
              • #8 Collapse

                g han demo account practice me hi app ko confidence increase ho sakta hay, agar traders ja confidence week ho ga to wo right decisions nahi le sakta hay or esi waja se 100% esy traders ko loss be ho jata hay.
                • #9 Collapse

                  Agar ap forex trading men confident hona chahty hain k kisi hesitation k baghair koi faisla kar saken to uska sirf ek tareeqa hai k ap zyada se zyada knowledge aur experience hasil karen. Knowledge k lye senior logon se bat ki jaye aur experience k lye maximum trade kya jaye
                  • #10 Collapse

                    Bhai aap ki baat theek hai confident honay kay lye zaroori hai kay aap kay pas forex ka bahut zayada knowledge ho aur uss kay lye aap forex kay baray mein bahut zayada maaloomaat hasil karain aur demo per zayada se zayada practice karain
                    • #11 Collapse

                      i agree with you trading kry hyu app main confidence hona bht zroori hai ager confince nae ho ga tou ap risk nae lo gy or trade nae kr pao gy tou trading k liye jitns zayada confidence ho utnsa e behtren tade kr skty hain,.si be confident
                       
                      • #12 Collapse

                        aslam o alikoum dear brother aap nay teak kaha hai kay forex trading main success kay laiy confidence kafi zarori hai aur aap teak time main apna decision lay kr market main inter ho sakty hain zeada zarori y hai kay aap forex trading kay bary main knowledge hail krain
                        • #13 Collapse

                          forex trading main confidence ka hona bht zrori hy.,.cz agr enry lgaty huy confidence loss ho jaye tou ap confuse ho kr ghlt step ly bethty ho.,,but ager ap confidently koi enry lgaty ho or ye jan k lgaty ho k markt waky e us side ko move krny lgi hai to ap benifit main reht ho
                           
                          • #14 Collapse

                            forex trading main main smajhta hon k confidence bht he zdai zarori hai q k agar is main ap dar k trading kaor gay to ap kbhy bhe kamyab ni ho skate ho q k ye agme he risk ki hai aur confidence k sth is main ap jita risk lo gay utna he ap kamyab tarder bano gay
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Hi friends Mary khayal ma to is ma confidence boht zrori ha q k is k ak tarah sa ye ak learning b ha jis ma hm kafi kuch seekhty han

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X