Kiya Ziyada Leverage rakhna faidamand hy?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Kiya Ziyada Leverage rakhna faidamand hy?
    Dear member aksar log ayi pochtay rehtan k kiya forex may ziayada leverage rakhna trading k liye faidamand hay ya nai. Koch log ziyada keverage ko pasand kartay hain or koch log kam leverage ko. Ziyada leverage ka matlub yi hy k broker ap ko yi oppertunity provide karta hay k ap apnay kam equity se ziyada maliyat ki currency ka kareed o firokht kar sako forex market may.
    Ap tamam member se suggestions denay ki request karta hoon ziyada se zayada suggestions dain taa keh taman new traders mustafeed ho is se.
    https://t.me/pump_upp
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    اصل پيغام ارسال کردہ از: educators پيغام ديکھيے

    Mere Khayal Se Toh Jyada leverage Rakhna achha nahi hai you ke Aise Humein profit toh Jyada hota hai lekin Jab loss hota hai Toba bhi Usi Tarah Se Hota hai isliye Hame chahiye ke hum Apna leverage size 1 level pe Rakhe Jo Na Jyada kaam ho aur nahi jyada ho
    FRD 07 TRADING JOURNAL
    • #3 Collapse

      Dear zayada leverage nuqsaandeh hai aur waise bhi bonus account ki leverage tou default set hoti hai aur iss ko change nahin kya ja sakta hai agar aap iss ko change karna chahain tou aap ko mederator ko rwquest karni paray gi
      • #4 Collapse

        Ziada leverage us waqt rakhna chahiay jab aap k pass balance kai ho kam balance k sath ziada leverage rakhna nuqsan deh ho skta hy q k is main profit to ziada hota hi hy laikn agar loss ho jay to aap ka account wash b ho sakta hy lahaza shuru main kam leverage hi faida mand hy.
        • #5 Collapse

          اصل پيغام ارسال کردہ از: educators پيغام ديکھيے
          Dear member aksar log ayi pochtay rehtan k kiya forex may ziayada leverage rakhna trading k liye faidamand hay ya nai. Koch log ziyada keverage ko pasand kartay hain or koch log kam leverage ko. Ziyada leverage ka matlub yi hy k broker ap ko yi oppertunity provide karta hay k ap apnay kam equity se ziyada maliyat ki currency ka kareed o firokht kar sako forex market may.
          Ap tamam member se suggestions denay ki request karta hoon ziyada se zayada suggestions dain taa keh taman new traders mustafeed ho is se.
          Bahut Sare traders leverage size ko Bade rakhne ko prefer Karte Hain ke Agar Hame profit hoga toh bahut jyada Hoga lekin main personally is she is ko like nahi karta Hume leverage ka size kam Rakhna chahiye jisse Agar Hame lost Bhi Hoga Wo Kaam Hoga aur profit bhi kam hoga
          • #6 Collapse

            main ne asa he sona tha k leverage ziyda ho ya kam is say faraq nhe parhta hain faraq apki trade say pharta hain matlb ka agar aaap ziyda trade opan kare gy tu apki leverage ziyda use hoti hain jo k ye ghalt hain agar ap 2 trade lete hain and over trading nhe karte hain tu pher leverage ziyda ho ya kaam is say koi masla nhe hain is liye wesy hum ko kaam rakne chahiye levearage
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #7 Collapse

              mery khyal main humay ziada leverage rakh kar trading nahi karni chahiey kyun keh es trha hum market main ziada loss aur ziada profit earn kar sakty hay aur humay risk ko kam say kam rakh kar trade karni chahiey tab he hum market main safe earning kar sakty hay humay chahiey keh esmain ziada profit kay chakar main ziada leverage ko use na karen esi main safety hoti hay humary liey

              اب آن لائن

              Working...
              X