Trade ko jitna wqt den gy utna feda hoga
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trade ko jitna wqt den gy utna feda hoga
    Dosto trade ka kaam itna aasan ni hota aap Trade ko jitna wqt den gy utna feda hoga ap koshash kren keh market se ziyda se ziyda touch rahain is baat p nazar rakhain keh kiya cheez up ja rahai hai aur kiya cheez down ja rahi hai is ka apko ik graph banana ho ga is sse apko bht feda hoga in sha ALLAh agr feda ho to zaror bataiye ga
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    forex trading ek asia buisness hai k is ko ap jitna zadia time do gay utna he apko faida hoga q k ye buisness ap se time mangta hia jitna time do gay utne he zdia ap learning beh kaor gay aur utna he apko experience bhe gain hoga aur skills beh develop honge apki
    • #3 Collapse

      Assalam o alaikum bhai apki bat thk ha forex aik aisa bussiness ha jis main ap jitna time dain ga trade ko itna faida ho ga. Baqi bhai time k sath aik chez training bhi bht zaroori ha more over is main patience ki bhi bht zaroorat hoti ha. Thanks forex
      • #4 Collapse

        Dear trader's,
        Dunya ka koi bhi Kam ho. Usko wakt or tawajo den gen.
        To Tab hi ap us me kamyab ho saken ge.ap ko chahye k zayada se zayada market k hawaly se khabardar rha kren. Ap forex ko jitna wakt den Gen. Jitni tawajo den Gen.utna hi ap is se mustafeed ho saken Gen.
        Shukriya.
        • #5 Collapse

          Maen apki bat see agree karta hon hamen long term trade karni chaie or sabr see Kam Lena chair market ka kuch pata nai chalta islie kab or kiss time fast move Kary islie hamen apnitrade pe satisfied rehna chaie or jaldbazi nai karna asal men ye sab discipline men ajata Hy hamen trading men discipline ko fallow karna hoga tbhi ham is juch earn Kar sakty hen
          • #6 Collapse

            اصل پيغام ارسال کردہ از: Mnzaidi77 پيغام ديکھيے
            Dosto trade ka kaam itna aasan ni hota aap Trade ko jitna wqt den gy utna feda hoga ap koshash kren keh market se ziyda se ziyda touch rahain is baat p nazar rakhain keh kiya cheez up ja rahai hai aur kiya cheez down ja rahi hai is ka apko ik graph banana ho ga is sse apko bht feda hoga in sha ALLAh agr feda ho to zaror bataiye ga
            Main Aksar Dekha Hai Teri Jab traders ko thoda bahut loss hone lagta hai to wo Apne trade co cut kar dete hain aur uske baad market ka trend change ho jata hai hame aisa nahi karna chahiye bulke apni trade ko thoda time Dena chahiye tha Ke Hum Apni trade co profit main close kar sake
            FRD 07 TRADING JOURNAL
            • #7 Collapse

              shaid forex K liey he kha gya a very simply but true
              ttime is money
              • #8 Collapse

                اصل پيغام ارسال کردہ از: Mnzaidi77 پيغام ديکھيے
                Dosto trade ka kaam itna aasan ni hota aap Trade ko jitna wqt den gy utna feda hoga ap koshash kren keh market se ziyda se ziyda touch rahain is baat p nazar rakhain keh kiya cheez up ja rahai hai aur kiya cheez down ja rahi hai is ka apko ik graph banana ho ga is sse apko bht feda hoga in sha ALLAh agr feda ho to zaror bataiye ga
                ji bilkul bhi ap thek ke rahay hain agar ham trading krty hoy apn trade ko ziada time dain gy to is sy faida hoga hamin aisa nahi krna chaye k hum trade lagain or hamian loss ho or ham apni trade ko cut kr dain
                • #9 Collapse

                  han je bilkul agar hum market ko acha time dete hain to es se hum pairs k or cfds k points yaad krlte hain jin se hume bht zada faida hojata hai k ub agar market ne es main point ko cross krleya hai to ub ye es k nechay ya uper wale point par jayegi its so better for be a good trader for giving your maximum time to market.
                  • #10 Collapse

                    G bilkul apki bat drust hai zyada se zyada market k sath intouch rehna chahye. Market ki movement per nazar rakhen graph ko ghor se follow karen. Phir he apko market ko analyse karna aye ga
                    • #11 Collapse

                      Dear aap ki baat bilkul theek hai jo shaks forex market ko jitna zayada time dae ga iss mein uss ka hi faida hai iss se uss kay experience mein izafa ho ga aur woh jaldi trading ki baareeqioun ko samajh lae ga aur earning barha lae ga
                      • #12 Collapse

                        Dosto trading itna asaan kaam ni hy jitna ham esy asaan samjhty hen isy seekhny k liay boht time b lag sakta hy. Agar aap isy sahi treeqy sy seekhna samjhna chahty hen to isy ziada sy ziada time deny ki zaroort hy jitna ziada time den gay utna ziada seekh paain gy.
                        • #13 Collapse

                          yes apki baat thek hain hum ko chahiye k hum apni trade ko ziyda say ziyda time de agar hum ziyda time de gy apni trade ko tu hum us say ziyda profit le skte hain is liye hum ko chiaye k hum ziyda wait kare and apni trade pay dehan de agar hum ko 1 1 trade say 5 10usd b milte hain tu mere khayal say 1 paksitani k liey ye bhot he achi amount hain
                          • #14 Collapse

                            jee apki baat sahi agar hum forex trading ko ziada time dain gay to hum market main ziada earning kar sakty hay so humay es business main lalach bhi nahi karna chahiey kyun keh lalach kay chakar main hum market main earning nahi kar sakty humay chahiey keh es business main focus karen kyun keh focus kar kay hum market main achi earning kar sakty hay
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              g han bilkul ap ki baat theek ha kay hum trade par jub entry laity hain to humainy osay kafi time dena chahiey or apnay analysis ko jald bazi me nehi karna chahiey balkay jub hum entry dhondtay hain to humainy market ko deeply analysis karna chaiey ta kay koi aisa factor na reh jaey jis se hamari trade loss me chali jaey forex me to aik support or resistance kay mukhalif anay par entry loss me chali jati ha

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X