Forex main profit aur loss karny walon ki percent kia hai?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex main profit aur loss karny walon ki percent kia hai?
    Forex main jo log trading karte hein un main kuch loss aur kuch profit hasil karte hein in ki percent ap ke lehaz se kitni hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dear mere mutabiq profit aur loss ki percentage 30/70 k mutabiq ho gi q k zayda ter log mehnat nahin karte hain aur is ko sirf gambling k taor pe use karte hain aur phir wo kamayb bhi isi tarah hote hain baqi jo30℅ mehnat karte hain to wo is main bahot agay nikel jate hain
    • #3 Collapse

      jahan tak mera khayal hai forex main loss karne walon ki percentage zaida hai q k is main jo bhe traders ate hain wo bagair trading ko saikhe he bagair knowledge gain kie he is main kam karna shuru kar aite hai aur hr unko loss hota hai
      • #4 Collapse

        Bhai apki bat bhi thk ha maximum log baghair seekhy enter hoty hain aur knowledge km hony ki waja se loss kr baithty hain. Loss ko km krny k lia training aur time bht zaroori ha agr log yeh kam kr k enter hn ga to profit ki percentage ziada ho gi.
        • #5 Collapse

          Maen forex ke Barry men jitna parha Hy us men ye he kehty hen 10% log forex see profit earn karty hen or 90% log loss wo is waja see un men forex ki knowledge ki kami prectis ki kami or strategy ka na hon wo forex ko as a professional business samj ke nai karrty islie wo ziada loss karty hen
          • #6 Collapse

            Forex main agr dekha jay tu loss karny walon ki tadad profit hssil karny walon ke moqablay main kahen zaida hai.Aik andazy ke motabiq yeh tadad ya percent 90 loss aur 10 walon ki hai kia ap is bare gup ki reson janen to yeh hai lake of knowledge aur experiance hai koun ke asar yehni maximum trader with iut proper training aur sekhy bna trading kar lety hein tu lazmi bahat hai phr loss hi aye ga
            • #7 Collapse

              اصل پيغام ارسال کردہ از: Saabjee پيغام ديکھيے
              Forex main jo log trading karte hein un main kuch loss aur kuch profit hasil karte hein in ki percent ap ke lehaz se kitni hai
              Forex trading Mein taqreeban 90% traders go loss hota hai or 10% traders a successful hote hain traders go loss is wajah se hota hai Kyunki home trading ke baare mein learn nahi karte aur nahi market ke baare mein information lete hain aur nahi Apna experience banate hain
              FRD 07 TRADING JOURNAL
              • #8 Collapse

                Dear aap ka sawal bahut acha bhi hai aur kafi mushkil bhi dear yeh koi perfect tou nahin bata sakta lakin mere khayal mein tou log zayada profit kay chakar mein loss hi kartay hain tou loss walay 80 percent aur profit walay 20 percent
                • #9 Collapse

                  Mery kheyal main agar aap long term k hisaab say dekhy to aap ko ziada tar log forex main orofit main nazar aain gay isi waja sy logoon ka rujhan is trf ziada hota ja raha hy agar loss waoon ki percentage ziada hoti to forex itna maqbool na hota jitna maqbool ho chuka hy.
                  Magar haan short term pe logoon ko is main nuqsaan hota hy q k un k paas knowldge b ni hota aor pectice b ni hoti jis ki waja sy log yehi samjhty hen k loss waloon ki percentage ziada hy halanky haqeeqt main profit waloon ki ziada hy jis ki waja sy log isy ziada say ziada join kar rahy hen.
                   
                  • #10 Collapse

                    Mery kheyal main agar aap long term k hisaab say dekhy to aap ko ziada tar log forex main orofit main nazar aain gay isi waja sy logoon ka rujhan is trf ziada hota ja raha hy agar loss waoon ki percentage ziada hoti to forex itna maqbool na hota jitna maqbool ho chuka hy.
                    Magar haan short term pe logoon ko is main nuqsaan hota hy q k un k paas knowldge b ni hota aor pectice b ni hoti jis ki waja sy log yehi samjhty hen k loss waloon ki percentage ziada hy halanky haqeeqt main profit waloon ki ziada hy jis ki waja sy log isy ziada say ziada join kar rahy hen.
                     
                    • #11 Collapse

                      forex main sirf profit nhe han yaha kuch log kehte hain k yaha sirf profit he profit hain par asa nhe hain baz log aapas main lagy rehte hain k forex say hum ne itna earn kiya hian itna earn kiya hian par asal main asa kuch nhe hota hain log fazol ka kehte hain forex main 99 percent log loss karte hain hain yaha sirf profit nhe hian
                      • #12 Collapse

                        Forex Mein kaam karte huye loss Karne Wale members ki taza Zyada Hai Jab Koi Yahan Se Yaar nahi karne wale members ki takat bahut kaam hai wo Ja sakte hai
                        • #13 Collapse

                          agar humay forex trading main loss ho raha hay to humay chahiey keh note karen kis waja say humay market main loss ho raha hay kyun keh agar hum loss ki reason ko kill kar kay trading par mazeed achy say focus karen gay to hum market main bohat acha earn kar sakty hay es business main jitna ziada hum knowledge gain karen gay utna acha hum market main earn kar sakty hay ye bohat acha business hay
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            forex me averages 90% tak loog loss kartay hain or bus 5% loog hi profit earn kartay hain in me zada tar retail traders hotay hain jo 10% success hotay hain kuch month bad un me se b 50% tak loog apni investment or earn kiey gay profit ko zaya kar letay hain actual market me just 5% traders hi profit earn kartay hain ap ko profit earn karnay kay liey bohat zada mehnat karni paray gi

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X