trading krny k indicator ki zrort hoti hai?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    trading krny k indicator ki zrort hoti hai?
    bhai market man bohat sy indicator mojod hain jo trading k luy use kuy jaty hain mujy yah btaye k trading indicator k sath he ki jati hai ua agir hum without indicator trading krna chahin to kr skty hain or analysis krny k luy bhi indicator bhi use kua jata hai?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Indicator ke baghir trading karna mushkil hainkoun indicator apko market ke bare main btany hein ke market kis smit se kis main jany ki tayari kar rhi hai phr trader us hisab ko dekhty howay apna next plan tayar karta hai jis se apni trade safe aur profitable bnei jati hai.Market main kafi indicator mojo hein ap wo choose karen tu asani se ap ko smjh a jay
    • #3 Collapse

      اصل پيغام ارسال کردہ از: hassan4832 پيغام ديکھيے
      bhai market man bohat sy indicator mojod hain jo trading k luy use kuy jaty hain mujy yah btaye k trading indicator k sath he ki jati hai ua agir hum without indicator trading krna chahin to kr skty hain or analysis krny k luy bhi indicator bhi use kua jata hai?
      Threading karne ke liye Hame integrated se coffee help Milti Hai Jis Se Hame market ke trend ka bhi pata chal Jata Hai Lekin nahi hai important nahi hote Kyunki sabse important market cartrend Hota Hai
      FRD 07 TRADING JOURNAL
      • #4 Collapse

        ni asa ni hai ap jesa chahe wesa kr skte hain indicator ap use kren ya ni ye apki marzi hai
        layken indicator kafi helpful hote hain en se apko market ki future movement ki predictions milti hai or trends ka bhi pata chal jata hai apko
        es k elawa apko agar candels ki samjh bujh bht achi hai to ap short term trading kr skte hain without any indicator dear.
        • #5 Collapse

          agar app forex trading business me good planer or good strategy bana sakt hey to mery khayal me app ko kesi indicator ki zarorat nahi ho sakti hay, indicator par zeyda depend be nahi karna chaye, indicators signals se traders confuse ho jaye hey.
          • #6 Collapse

            Indicator be kafe helpful hotay hai agar tou apko indicator ki ache knowledge ho k kesi esko apply kare trading par aor kis tarha osko istemal mai la kar trades le jae tou maire khyal bilkul ache bat hai ap ko use karna chaheye kiu k indicator market ko analysed karne mai apko kami madad dainge ap esko trading par apply kar sakte hai es mai important jo indicator hai wo hai moving averages aor RSI
            Zuhaib9988 Trading journal
            https://investsocial.com/ur/showthread.php...rading-Journal
            • #7 Collapse

              Main to kehta hun k ap indicators ko zyada apny ap per sawar mat karen. Ap maximum trade karen experience k sath apko market ki samajh ati jaye gi. Ap sirf senior logon k sath rabtay men rahen aur un k experience ka fyda uthana ki koshish karen
              • #8 Collapse

                Dear indicator aap ko trading mein bahut zayada help detay hain aap indicator kay beghair bhi trading kar saktay hain market trend per lakin woh thora risky ho jata hai indicator se aap ko market ki current position ka pata chal jata hai
                • #9 Collapse

                  dear trading mein indicator zroori nhi lekin agr koi trader in ki madad sy trading krna chahy to is mein koi burayi nhi aur lekin us k liey zroori hy k indicator acha ho behtreen result dy keun k agr apka indicator sahi nhi hua to ap ko loss ho skta hy
                  • #10 Collapse

                    agar hum forex trading main differnet kisam kay indicators ko use karty huway trading karen gay to hum market kay bary main sahi say maloom kar sakty hay aur es trha hum achi trading chances lay sakty hay aur jab hum acha chance lay kar trade karen gay to hum market main achi earning kar sakty hay je aik bohat acha business hay
                    • #11 Collapse

                      G forex trading business ko ap indicator k baghair bhi kar saktay han is mein koi problem nhi hy kiok agr ap ko market ko samjh saktay han aur analysis kar saktay han tu ap indicator k baghair bhi trading kar k acha profit earn kar saktay han lakin new trader indicator se bhi help lain saktay han
                      • #12 Collapse

                        Dear bat yeh ha k trading to baghir indicators k bhi ki ja skti ha lekin us trading main apko ziyada chance hain k loss ho. Trading k doran jo hum indicator use krtay hain wo 100% true nai hotay lekin wo kafi had tak anay wali market ki movement ka idea detay hain jis ki vja say trade lganay main kafi help mil jati ha k ab buy krna ha ya sell. So me to kehta hun indicators ko trading main lazmi use krna chaeay.
                        • #13 Collapse

                          Indicator to must hain specialy new members k lia jin ka knowledge aur experience ni hota aur ho sgta hy jo senior log hain wo indicator k bina he acha earn kr sgty hn
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            yeh ap ki stragety par depend karta ha kay ap ki stragety kaya indicator par ha ya phr ap naked price action ko use kar kay trading kartay hain kuch trader bina indicator kay b success full trading kartay hain or kuch trader price action kay sath kuch indicator ki b help letay hain jin me rsi macd or stochstic sub se zada use hotay hain har traders apni personality kay hisab se stragety banata ha

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X