"What is the secret factor to get more profit? Have any way shortcut"

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #76 Collapse

    g haan mery pass ic ka secret hai wu hai hard work a good teacher good knowledge mustakil mizaji ye tu first priority hain or shortcut ic kam ka koi nae hai ager hota tu karuron loog ic ku time diye baghair ic kam kafi kuch bana ltyty shortcut loss hi daita hai.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #77 Collapse

      forex trading aik world wide kiya jany wala business hai aur is mai more profit kamany ka koi shortcut nahi hai. ham ko mehnat sy trading karni chahiye taky ham is sy maximum earning kar saky.
      • #78 Collapse

        ji merey khayal se tou is kam mein successya phr profit hasil krny ka koi tareeqa nhi hy agr humein ye sab cheezein cahyein tou huemin chayein k hum zaida se zaida mehnat karey is kaam ko apna time dey is tarha hum ek axhy trader bn sakhtey hy idher :)
        • #79 Collapse

          main samjta hu hum ko kabi b short cut way uze nahi karni cahiyeh hemsha apna best du or hard work karo fr kamyabi hasil hu gi jo short cut uze karty wo hemsha mar hi khaty hain yeh baat main nay bht br deakhi
          • #80 Collapse

            medium ya long term trading sirf big capital ke sath krni chaiye. humein apna style aur strategy khud develop krni prti ha ke ap kitna saber kr sktey he aik trade ko open kr ke. long term trading aksar minus me chali jati ha to ap ko saber ke sath apney trade ko positive position pr close krna hota ha.
            • #81 Collapse

              Forex trading mai shortcuts ko use krna b too risky hota hai Q k trading koi game nhi hai blkay 1 professional level ka trading business hai jismay agr shortcuts ko use kiya jaye to loss honay k chances zyada hotay hai jb k market trend or market situation ko follow krtay huway trading krnay say trader ko faida ho skta hai.
              https://t.me/pump_upp
              • #82 Collapse

                nahi g forex trading mien koi bhi shortcut nahi hai kamiyab hone ka is mein ap just apni mehnat se hi kamiyab hoskate hian si liey ap is mien just mehnat hi karte rahen.
                • #83 Collapse

                  insta forex tredibg biznees min hum ko jo bji secret milta hy agar hum us ko achy treke se istimal karyn gay to hum ko is bizness min se buhat hi achi oe best ernig hadil hoti hy
                  • #84 Collapse

                    agar hum trading main profit earn karna chahty hay aur ziada earn karna chahty hay to humay sabar say kam lena chahiey kyun keh sabar say kam lay kar he hum market say achi earning kar sakty hay
                    "The mind is everything, What you think you become"
                    • #85 Collapse

                      kuch companie jo online eraning kay hwallay se hain un main kaam.kiya to kia huva kay un main shirtcuts thay jinko lene se nuqsaan huva to shortcuts boht kam hi kamyaab hottay hain
                      • #86 Collapse

                        secret aik hi hai k hum ki chaiyeh zaida say zaida mehnat karain or jitna hu sakt time dain esy tu boaht achi karni kar skty or short cut dondny wakey srif loss hu krty hain ir kuch nhi es leyeh humy short cut k pechy nahi bhagna chaiyeh
                        • #87 Collapse

                          Just ap agar forex market ky technical analysis ko judge ker ky forex market ky kisi bhi pair main trade open kerain aur sath hi ap kuch points tak take profit select kerain aur stop loss bhi laga dain tou agar tou forex market apki favour main move kery gi tou apko profit zarur hoga but agar apki trade ky against bhi move kerti hai tou small amount loss hogi
                          • #88 Collapse

                            humain is main shor cuts ko avoid kar kay khudi say kam karna ho ga jis say humain trade main achi earning hasil ho sakti hay magr humain kucdi demo ko use kar kay kam karna ho ga
                            • #89 Collapse

                              Forex main kamyabi key leye koi shortcut nahi hy aur jo log shortcuts dhoondtey rehtay hain woh always profit ka wait hi krtey rehtay hain. Hamain hard work krna hy aur mehnat sey forex ko seekhna hy aur is ki strategies ko real account main loss sey bachney aur profit lenay kye leye use krna hy. Kabhi bhi success key leye shortcut nahi hota.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #90 Collapse

                                hamain is k sary short cut ko avoid kar k hi trade karni ho gi ta k loss kam ho saky gay aur trend ko use kar k hi hum achi trade karny k kabil ho skay gay aur profit hasil kar k run kar saky gay aur earn ho

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X