new trader investment

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    new trader investment
    Friends bhaot se ayse questions poche jate hain k new trader ko forex main kitna invest karna chaye to main yehi kahon ga k start main khud se investment bilkul bhi nahin karni chaye q k start main 90℅ loss ka khtra hota hai is liye start main bonus se kaam chalna chaye aur trading $100 se start karna chye
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    اصل پيغام ارسال کردہ از: Muddasar ahmed khan پيغام ديکھيے
    Friends bhaot se ayse questions poche jate hain k new trader ko forex main kitna invest karna chaye to main yehi kahon ga k start main khud se investment bilkul bhi nahin karni chaye q k start main 90℅ loss ka khtra hota hai is liye start main bonus se kaam chalna chaye aur trading $100 se start karna chye
    1 had tak baat apke theek hay. Lekin agar aap daikhin to bounas bhe hamaari mehnat se he milta hay aur mehnt kay baghair to na bounas na he real money aapko milte hay. Esi ly jab bhe trading start ke jaay chahy wo real money invest ke ho ya phr bounas haasil kiya ho laazmi demo account par practice kar kay phr trading karni chahey aur kamyaab strategy par he kaam karna chahey.
    • #3 Collapse

      Dear mein tou kahun ga kay aap investment ko mushkil waqt kay lye bacha kay rakhain aur aap ko bonus per kaam karna chahyea aur aap ko daily basis pe posts karni chahyea ta kay aap ka bonus bhi sath sath increase hota rahay
      • #4 Collapse

        اصل پيغام ارسال کردہ از: Muddasar ahmed khan پيغام ديکھيے
        Friends bhaot se ayse questions poche jate hain k new trader ko forex main kitna invest karna chaye to main yehi kahon ga k start main khud se investment bilkul bhi nahin karni chaye q k start main 90℅ loss ka khtra hota hai is liye start main bonus se kaam chalna chaye aur trading $100 se start karna chye
        Forex trading mein jo traders new Aate Hain unko chahiye ke woh $100 Tak invest Karke trade Kare is Se Jyada investment Na Kare qk Jab traders new hote hain toh Woh learning situation Mein hote hain aur unko trading Itni achi nahi aati
        FRD 07 TRADING JOURNAL
        • #5 Collapse

          agar hum forex trading main new hay to humay chahiey keh esmain investment tab he karen jab hum forex trading ko achy say seekh lain gay kyun keh seekh kar trading ko run karnay main he faida hota hay tab he humari trading achi aur behtreen ho sakti hay es business main lalach bhi nahi karna chahiey
          • #6 Collapse

            agar hum forex trading main new hay to humay sab say pehlay forex trading ko seekhna chahiey agar hum esmain seekh kar kma karen gay tab he hum market main achi earning karna seekh sakty hay aur humy chahiey keh es business main lalach bhi na karen kyun keh lalach main market main loss he hota hay
            • #7 Collapse

              Bhai new trader k pas aik maoqa hy k wo yahan sy bonus hasil kar k trading kar sakta hy jis sy us k experience mein izafa ho ga aur jab ye experience kafi ho jae ga phir chahy tou kudh sy invesment kary aur wo bhee ziada na karen aur small lot size sy shuru kary
              • #8 Collapse

                Re: new trader investment

                Assalamu Alaikum dear friends Mere mind ke mutabik new trader kabhi bhi investment na Karen Kyunki Jo new trader hota hai usko experience Nahin Hota market ko analyse karne ka Jiski vajah Se vah Apna loss kar leta hai uske liye option yah Hai Ki vah bonus account per kam Karen vah bolane se kaun se bhi acchi earning kar sakta hai agar vah mehnat Karega Agar vah Suraksha ko time Dega Tu Hi vah Kamyab hoga
                • #9 Collapse

                  Re: new trader investment

                  Assalamu Alaikum dear friends ummid karta hun Sab khairiyat se Honge their friends Mein new members ko Kahana chahta hun ke Jumbo Forex may invest Kare to uska 100 + bonus invest Karle tab jakar trade lagaen agar vah aisa Karega to uske liye trade safe Rahegi aur vah Chhapra Pata Sarkar sakega
                  • #10 Collapse

                    Re: new trader investment

                    assalamualaikum mera kya aap se bilkul theek honge ji aapane bilkul sahi kaha hai ki jis rah juniors puchte Hain ke an investment karni chahie to main junior ko yahi Le dungi ke start mein investment bilkul bhi Na Karen kyon ke start meeting vestment ki jaati hai tab hamesha tarika nahin aata aur usse Ham loss kidhar jaate Hain isliye jaruri hai ki bonus Rahe trading Karen aur trading us waqt Karen jab aap trading karne mein expert ho gaye ho agar aap trading karne mein expert nahin hai to aap per launch hoga isliye sabse pahle demo account per practice Karen uske bad hi real account per trading Karen
                    • #11 Collapse

                      Re: new trader investment

                      jo new trader hain un ko chahya kah woh kam main dil sy kam marnay ke ksosh karain un ko is kam ko janay baghair kam main apne zate investment nahain karne chahya woh is trah sy agar woh is trah sy kartay hain to us ko looss ho ga un ko chahay kah woh is kam ko karnay sy phaly seekhain to un kay laya baTHER RAHAY GA
                      • #12 Collapse

                        Re: new trader investment

                        1 had tak baat apke theek hay. Lekin agar aap daikhin to bounas bhe hamaari mehnat se he milta hay aur mehnt kay baghair to na bounas na he real cash aapko milte hay. Esi ly jab bhe trading start ke jaay chahy wo actual cash invest ke ho ya phr bounas haasil kiya ho laazmi demo account par exercise kar kay phr buying and selling karni chahey aur kamyaab approach par he kaam karna chahey.
                        • #13 Collapse

                          Re: new trader investment

                          Asslam u Alikum dear forex members forex trading ko samjhna bahoot zaroroi hain New traders ko chahiye keh oh achi trah forex market ka analysis krey or behgiar analysis ke bilkul bi trading ko start na krey eik kamiyab traders ke sath link mein rahy or us se contact mein reh ke rooz trading ko seeihky apko zaroor bahoot faida miley ga or ap acha profit bana sahko gey
                          • #14 Collapse

                            Re: new trader investment

                            pricey mein tou kahun ga kay aap funding ko mushkil waqt kay lye bacha kay rakhain aur aap ko bonus per kaam karna chahyea aur aap ko every day foundation pe posts karni chahyea ta kay aap ka bonus bhi sath sath boom hota rahay
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: new trader investment

                              Assalamu Alaikum dear Forex member Umeed hai aap sab khairiyat se Honge aaj ka Hamara topic Hai investment and Fox new user Ki investment aapko batata hun use dosa ko chahie vah kam lot size ki trade Karen taken ap Kamyab trader Banna Chahte Hain To unko kam lot size ki trade karna Hogi isse unke knowledge or experience Main Bhi ijaafa Hoga Jab ko knowledge or experience hasil kar Leta gain Jyada lot size ki trade kar sakte hain Shukriya

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X