market moves according to news

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    market moves according to news
    Dear forum members kia ye baat such hy k market hhamesha according to news hi move krti hy ya phir ye zroori nhi ap sbki is baary mein kia raye hy
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dear forex member market hamesha news kay mutabiq move nahin karti balkay news tou kuch time ki hoti hai aur jis time ki news ho uss waqt taqreeban aik ghantay kay lye market mein tezz movement hoti hai aur uss kay baad market normal ho jati hai
    • #3 Collapse

      bhai g ye zroori nhi k market sirf news k hisaab sy move krti hy ya jis tarh ki news ho bilkul ussi tarah move kry keun k news k hisaab sy market 65% aur news k opposite 35% move kri hy is liey aisa mumkin nhi k market hr news py 100% ussi direction mein move kry jaisi news ho
      • #4 Collapse

        اصل پيغام ارسال کردہ از: QasimKhan0601 پيغام ديکھيے
        Dear forum members kia ye baat such hy k market hhamesha according to news hi move krti hy ya phir ye zroori nhi ap sbki is baary mein kia raye hy
        Forex trading market main market ki news bahut important hoti hain aur Jyada tar market News pe hai move karti hai aur Jab daytrading Se related Koi news aati hai to market mein bahut fast movement hoti hai
        FRD 07 TRADING JOURNAL
        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
        • #5 Collapse

          agar market main news aa rahi hay to humay chahiey keh news ko folow karty huway he trading karen tab he humari trading achi aur safe hoti hay es business main humay sabar kay sath he kam karna chahiey tab he humari trading achi aur behtreen ho sakti hay sahi say sbar kay sath he kam kana chahiey es business main

          اب آن لائن

          Working...
          X