"I do not believe in indications anymoreI do not rely on indicators"

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    "I do not believe in indications anymoreI do not rely on indicators"
    I do not believe in indications anymore I do not rely on indicators anymore we Experienced in which month or two in the past since I had been adhere to a few sign and still the same opportunity i am talking about Occasionally gives a correct signal and other time the wrong i do believe the best is the trend series.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    well i my friend i do not blame you for your decision but that is not the fact say that indicators are not helpful, i have been using some indicator and i am making profit although there is no 100% indicator and that is why you are encourage to make use of your brain in addition to your indicator
    • #3 Collapse

      indicators ka aik specific time period huta hai jab market is favor mai huti hai tu wo kaam karte hain is tarha har indicator ko use karna ki trick huti hai agar wo samajh a jaye tu ap easily gain kar sakte hain
      • #4 Collapse

        agar koi apni earning loss kr raha to wo bhi faida hay kiun k jitna aik trader loss kr k seekhta hay learn krta hay utna wesay kbhi nai learn krsakta.Main hud apne personaly 2 account use kar raha hu, muje abhi tak us main koi be loss nai huwa lakin insta forex k 2 Accountmujy to bohat hi fida Howa ha pakistan Form main.
        • #5 Collapse

          forex ki market ko samjny kay laye indicators aik most important zareya hay is kay ilava bhe kai kisam kay tools use kaye jaty hain but indicators kinkay free main ap ko market prediction deta hay so mery khyal main humain in ko zaror use karna chaye
          • #6 Collapse

            g han dear main khud bhi indicators par believe nahi karta insna ko khud trade karni chahaiy or manual tareqay se trade karen to ap khud kamyab ho skte hain so ye behtreen busienss hay is ko apko khud analyse kar k kam karna chahiay indicator par yaqeen na karen.
            • #7 Collapse

              ye ap ko help to day saktey hian magar jab new chaltey hian to in ka kam nahi hota hai aur ye ulat par jatey hian jis sye ap ko bahut nuqsan ho jata hai.
              • #8 Collapse

                humay bhai jaan forex trading mai sab ko he follow kar k trading karni hoti hai is mai apko waisay kafi risky eanring b hosakti hai is waja say trading mai agr ap daily basis per much profit gain karna eh chahate ho to apko us mai sab cheazo ko follow kar he trading humay karni chaiey
                • #9 Collapse

                  indicators sahe hotay hai par es o apply karna sahe se zaorir hai agar ye ap ne theak apply na keye tu es mai loss hai and ye change ho jae gay
                  • #10 Collapse

                    well my dear friend, meray khayal say pehli baat tou yehi hai kay totally kisi bhi indicator pey believe karna ya uss ko follow karna theek nahi hota hai, humein Forex trading mein indicators kay saath saath properly market say up dated rehna hota hai, different analysis karnay hotay hain phir ja kay trades ko execute karna hota hai...
                    • #11 Collapse

                      yes there is no need for indicators when you start Forex trading after training and proper knowledge and planing and use the statigies for trading then you will leave to follow the indicators and trade according to the fundamentals and price action but those who are newly in Forex they trade with indicators with different type and mostly lose in Forex because the don't know the affect of fundamental on the market.
                      • #12 Collapse

                        jee bhai app ne bilkul theek kha hai main be indicator per believe nai kerti kun k zyada ter indicator ki information galt he hoti hai aur log iss ki waja se loss ker date hain is leya na he main indicators per believe kerti hun aur na he iss ko use kerti hun
                        • #13 Collapse

                          my dear indectors b forex trading mein ahm krdar ada krte hain is liye in ki ahmiyat se inkaar nahi kiya ja sakta but forex mein success k liye ap sirf indecators k sahary trading b nahi kr sakte is k liye ap ko technical forex learn krni chahiye or forex knowledge gaih krna chahye
                          • #14 Collapse

                            nahi ap ko indication par believe karna chiya trading my agar ap karo gy to ap ka ap na faida hy is my ap ko zada benefit ho
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Sir aisi to koi baat nahi hai kay ap logon ko indicator pr trust nahi hai ye to ghalat baat hai ye indicator hi hain jo apko forx trading may asani paida kertay hain or ap log maonay kamatay hain thank u

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X