trade with different lots in same pair
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    trade with different lots in same pair
    Forex trading mn har kisi ka apna experience aur knowledge oa ha but jahan tak mn ne observe kia ha k agar forex mn trading karte waqt ap aik hi pair mn different lots ki tradr lagaen situation k mutabiq tu ye aik abhut hi munasib ho ga
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dear aik hi pair mein different lots lagany sy pehly apko market ka behtreen analysis krna ho ga us k baad apna capital dekhna ho ga isky elawa us currency pair ka spread dekhna ho ga k kahien spread ziada to nhi agr in sb baaton ka khayal rakha jaye to same pair mein different lot size k trades lagaye ja skty hain
    • #3 Collapse

      Bhai ap ke bat sahe hy different lot ka sath aik he pair ma banda trade open kar sakta hy lakin is k liye ap k pas koi strategy honi chaye jis pa trading karen and secondly ap k pas capital b ziada hona chaye ta k ap different trades ko handle kar saken
      • #4 Collapse

        اصل پيغام ارسال کردہ از: amerfarooq پيغام ديکھيے
        Forex trading mn har kisi ka apna experience aur knowledge oa ha but jahan tak mn ne observe kia ha k agar forex mn trading karte waqt ap aik hi pair mn different lots ki tradr lagaen situation k mutabiq tu ye aik abhut hi munasib ho ga
        Agar Hamare Paas trading ke baare mein achi knowledge or experience hai aur Hame lagta hai ke Humma Katke trend ko samajh gaye hain toh hum ek Hai pair Mein Zyada lots bhi Laga sakte hain isme Koi issue nahi hai lekin Hume Apne analysis karne ke baad ki ek pair Mein zada trades Lagani chahiye
        FRD 07 TRADING JOURNAL
        • #5 Collapse

          G bhai apki bat theek ha ap different lot pa aik he pair main trade laga sakty hain magar us se pehly apko experience hona chahye aur markeet ka analysis kr lain tb yeh kam kren otherwise loss k chance ziada hn ga. Thanks dear
          • #6 Collapse

            Different trade ki sath ail hi pair par trading ki ja skti hai per yeh bahat riski ho jay ga agr apka market analisis scha hai aur ap ke pas free margin hai tu apko trade lgani chaye agr nai tu wait karna chaye koun jb ap ke pas margin km ho ga tu ya tu apki trade lgi gi nai warna lgi tu km margin hony ki wjh se yeh kafi dangrous ho jay gi
            • #7 Collapse

              Dear aisa kabhi kabhi khatarnak bhi ho sakta hai aap ko sabar se kaam lena chahyea aur koshish karain kay aik se zayada trade open na karain iss mein aap ka account balance bhi safe rahay ga warna accou t wash ho sakta hai
              • #8 Collapse

                agar hum differnet lots use karty hway trading karna chahty hay aik he pair par to kar sakty hay but mery khyal main humay chahiey keh es business main hum kam say kam lot use karty huway he trading karni chahiey tab he hum market main achi earning kar sakty hay
                • #9 Collapse

                  Bhai sab kuch ho sakta hy market aur ye best satretigy best hy kyo k es loss kam sy kam hota hy mai ny bhee jo experience kiya hy us k hisab sy agar aik hi pair py different jaga py aur mukhtalif size ki lot laga kar bohat achee trading kar sakty hain mai ny ye sab azmaya hh
                  • #10 Collapse

                    trading main different pair main trading karna sahi hay aor trader ko forex trading main experience ho aor trader market main aisa wakat pr different lots lagae jb trader ko market ki sahi situation ka pata chla jaye aor trader kbhi mistakes to na krain
                    • #11 Collapse

                      G dear ap ny achi discuss ki ha aik he pair pr multiple order lagany se hm acha profit kama sakty hain or ye bohat riski bhi ho sakta ha is k liye hamain market k trend news or dosry important cheezon pr nazar rakh kr trade krna ho ge ta k loss se bacha ja saky
                      • #12 Collapse

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: amerfarooq پيغام ديکھيے
                        Forex trading mn har kisi ka apna experience aur knowledge oa ha but jahan tak mn ne observe kia ha k agar forex mn trading karte waqt ap aik hi pair mn different lots ki tradr lagaen situation k mutabiq tu ye aik abhut hi munasib ho ga
                        assalamu alaikum bhai Mere Khayal Se aa main different grade lagaane se pehle market ko dekhna Hoga aur analyses ki report Ko padna Hoga ke next market Mein konsa trend chalega aur apne analysis SEBI goor karna hoga K Market ka next trend kya hoga
                        • #13 Collapse

                          han je bilkul agar apka us forex k item par bht acha expirience hai to ap bilkul alag alag time par uspr zada trade laga skte hain or alag alag lots bhi ye ap par depend krta hai for example euruusd hai or apko pata hai k ye pakka sell me jayega ap abhi es par 0.01 ki trade lagaye phir jab ye or neechay aye 200 point ki down par apko lagta hai k ye or nechay jayega to ap 1 or 0.01 ki trade lagaden es se ap k profit me izafa hoga but sub kuch ap par depend krta hai.
                          • #14 Collapse

                            Aik pair main different trades lgnay ka experience thora bahut mujhay bhi ha. Me nay agr gold pay 0.02 ka sell 1300 pay lgaya ha to agr price 1310 pay jati ha to mazid 0.05 ka sell lgana chaheay ic sequence say trading krain to kafi faida ho ga. Aik pair pay trading different lots main krni chaheay.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              jub b trade ki baat hoti hai to mind main lot kitni ho is main humy sub say zada money management say kaam laina hai jis main ik pair main hum zada order different lot kay lay saqty hain agar is main ap ko maloom hai kay ye humy profit dai gi is tara say same time main zada order say profit b zada mily ga

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X