USD His pair main ho us pe trading zayda kun hoti ha?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    USD His pair main ho us pe trading zayda kun hoti ha?
    Asalam-o-alikum. My dear friends aap my dekha ho ga mostly jo ham trading karty hain us main USD bht zayda involve hota hay. Jitne bhe major currencies hain un main sab se zayda USD involve hota ha. Kya aap bata sakty hain kay aisa kun hota ha? Hala kay GBP bhe zayda involve hota hay lekin uske ratio USD se kam ha.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Yes dear usd k pairs per other pairs ki nisbat trading ziada hoti hai uski waja usd major crunncy hai aur United States of America ki crunncy hai jiski waja se usd bahot ziada mustahikkam hai aur issi waja se usd pr trading ziada hoti hai...
    :1f33a:​KHAN70 TRADING JOURNAL:1f33a:

    CLICK HERE FOR MY VISITING JOURNAL
    • #3 Collapse

      Agar to major pair hain jis main sat usd kay other major currency bhi hain to phir un pairs per trading zada ho jati hai. Kiun kay in pairs ki moment smooth hoti hai. Or zada technical Annaylis ko support karti hai. Moment.
      Is liay hamain chiay kay bonus account per bhi in pairs per zada trading karain to best rahay ga.
      • #4 Collapse

        اصل پيغام ارسال کردہ از: NawazAwan پيغام ديکھيے
        Asalam-o-alikum. My dear friends aap my dekha ho ga mostly jo ham trading karty hain us main USD bht zayda involve hota hay. Jitne bhe major currencies hain un main sab se zayda USD involve hota ha. Kya aap bata sakty hain kay aisa kun hota ha? Hala kay GBP bhe zayda involve hota hay lekin uske ratio USD se kam ha.
        Zyada direct trading USD dollar pair Mein isliye ki Jati Hai Kyun K forex market yard Aadhar USD dollar pay him off kar rahi hoti hai aur traders safe dollar kay analysis Karke he trade Laga Dete Hain
        • #5 Collapse

          Dear aap ki baat theek hai jiss mulk ki economy strong hoti hai ussi mulk ki currency world mein lead karti hai aur refference kay lye istemaal hoti hai aur iss waqt world mein american dollar sub se strong hai
          • #6 Collapse

            USD me agar aap investment karna chahte hain to GBP USD car fare sabse accha pyar hai jo aapki investment co se mueve main aap ke saath working karne mein aapki bahut jyada help kar sakta hai aur aap ko measurement ke liye use kar sakta hai
            • #7 Collapse

              agar hum usd pair par trade karna chahty hay to kar sakty hay bs humay chahiey keh esmain money managemnet karna seekhna chahiey jab hum theak say money manage karen gay to he hum market main achi earning kar sakty hay ye aik bohat acha business hay sahi say time bhi daina cahiey es business main
              • #8 Collapse

                اصل پيغام ارسال کردہ از: NawazAwan پيغام ديکھيے
                Asalam-o-alikum. My dear friends aap my dekha ho ga mostly jo ham trading karty hain us main USD bht zayda involve hota hay. Jitne bhe major currencies hain un main sab se zayda USD involve hota ha. Kya aap bata sakty hain kay aisa kun hota ha? Hala kay GBP bhe zayda involve hota hay lekin uske ratio USD se kam ha.
                Jin par isme USD Hota Hai Uss Mein zada traders isliye trade karte hain Kyun K traders sirf USD pe analysis Karke trade kar sakte hain aur Agar traders dusri Jagah pe trade Karenge toh unko Wahabi analysis karne padenge
                FRD 07 TRADING JOURNAL
                • #9 Collapse

                  Bhai es time usa duynia mein superpower hy aur usa america ki currency hy es liye her jaga yahee istamal hoti hy jis waja sy ye major pair hy bohat trading hoti hy jo ap ny Gpb usd ki bat ki hy tou aagy kuch mulko ki apni currency hy jis ki waja sy eski involment kam hy
                  • #10 Collapse

                    dear es k lia apko ye pata hona chahe k usd america ki curreency hai or america super power hai es k elawa america ki wo wahid country hai jo her chez k rate nikalta hai roz k roz world market k or forex k america k he hath me sub kuch hai k kis currency ko down kare or kisko up kare esi lia usd ka amal dhakal subse zada hai.
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Dear pehli bat to yeh ha k USD International currency ha aur dosri bat yeh ha k forex main basic currency ISD ha ap khud daikho ap k saray trading account chahay wo bonus account hain ya apnay real investment walay USD main hotay hain. So USD aik world wide currency ha jo pori world main bahut ziyada use bhi hoti ha aur popular bhi

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X