Oil trading k baray explain krain plz?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Oil trading k baray explain krain plz?
    Salam to all members. Dear mujhay ziyada arsa nau hua trading main aur me fil hal gold pay trading krta hun. Me nay suna ha oil pay trading bhi kafi zbrdast hoti ha kisi bhai ko oil pay trading k baray knowledge ha to share kray plz
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Oil ki trading b bohat he achi ha janab me khud oil pe trading karta hun eska gap big hota ha mean high low eska big banta ha eslyr humein ye faed rehta ha hum eski opposite direction ki trade b uthaa saktay hen
    :p Yes You Can Do :p
    Honesty + Sincerity = Prosperity
    • #3 Collapse

      Dear mane abi tak jitne bhe trading ke hay main nay to sirf currencies pe he trading ke hay. Abi thora bht mane gold pe trading start ke hay. Wesy gold ke trading thori risky hotu hay esi ly beginners ko zayda gold pe trading nahe karni chahey.
      • #4 Collapse

        Je bhai bilkul ap thek keh rahe hen mane bhi suna he k oil per trading kafi faidamand rehti he lakin mane ye bhi suna he k ye bhi bahot risky hoti he or mera personal experience bilkul nahi he oil per trading ka lakin future main plan he oil per trading ka.
        • #5 Collapse

          اصل پيغام ارسال کردہ از: lawa786 پيغام ديکھيے
          Salam to all members. Dear mujhay ziyada arsa nau hua trading main aur me fil hal gold pay trading krta hun. Me nay suna ha oil pay trading bhi kafi zbrdast hoti ha kisi bhai ko oil pay trading k baray knowledge ha to share kray plz
          Oil Ek risky commodity Bana Hua Hai main oil Mai Salman Sher Le Gayi Thi lekin mujhe usse lost tha Jab Ke Mere experience ke sabse oil co by mein jana chahiye tha
          FRD 07 TRADING JOURNAL
          • #6 Collapse

            Oil ki trading main nay bhi nai ki hai abi ap logo ki raye sun kar soch raha hon ke next time is par bhi experience kar ke dekhty hein koun jb tak kisi cheez par insan khod kam na kre us us ka sahi experience nai hota is ley is bare main kuch bji kehna mere jisab se monasib nai hai koun ke is ka matlb trader ko miss guide karna ho jay ga
            • #7 Collapse

              Gee haan bhai oil ki trading bhi bari zabardast hai aap agar gold mein trading kar rahay hain tou phir oil mein trading aap kay lye mushkil nahin hai kyun kay oil mein trading aur gold mein trading taqreeban same hain
              • #8 Collapse

                aslam o alikoum dear mujhy oil trading kay bary main zeada information nhe hai main too eru usdchf gbp etc pay trading krta hun
                • #9 Collapse

                  Oil trading ka mera fil waqat koi tajrba nai hai aur is bare main zaida pta nai hai koun ke jb kisi ke bare main knowledge na ho tu waqat aur logon ko hhalt guaide karna sahi nai hota so oil par trading karny ke ley is ke spreed ka pta hona zarori hai
                  • #10 Collapse

                    Oil ki trading suna yehi ha kaafi risky hoti ha me new hun mera oil pey personaly koi tajarba nai lakin seniors kahtay hen big investment chaye hoti ha oil k lye
                    • #11 Collapse

                      Bhai oil aur gold py un logon ko jana chiaya jin k pass account blc zaida ho jo apny ap ko loss k bad clear b kr lain ni to new k lia mushkil ho jata hy
                      • #12 Collapse

                        haan je ap ney theek suna hay kay crude oil pey bhi bohat he achi trading hoti hay gold apni jaga magar oil bhi best hay kyun kay ye big move karta hay humey eski retarce waali trades achi mil sakti hain
                        :1f60e: IBRAHIM BILAL TRADING JOURNAL :1f60e:

                        PLEASE VISIT HERE
                        • #13 Collapse

                          Assalam-o-Alikum friends ma new user hon or ma senior members say pochna chahta hon k insta forex par Oil trading k baray explain krain plz koi senior member mojy is k baray may batay ga plzzz jaldi say
                          • #14 Collapse

                            Me to abi tak gold pe trading ker raha houn. Jo bhai oil pe trading ker rahey hain un se request hai k kindly is barey me btaen k is se kisi ne kuch earn b kia hai ya ni.
                             
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              اصل پيغام ارسال کردہ از: lawa786 پيغام ديکھيے
                              Salam to all members. Dear mujhay ziyada arsa nau hua trading main aur me fil hal gold pay trading krta hun. Me nay suna ha oil pay trading bhi kafi zbrdast hoti ha kisi bhai ko oil pay trading k baray knowledge ha to share kray plz
                              Mujhe oil ka trend Dekh Kar lagta hai ki ab oil bhai main ja sakta hai lekin Kyun Ke Jyada traders biped rate Karenge toh ho sakta hai ke oil ki market sell Main Chali Jaye

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X