Forex ko ajkal logon ka join karny ka tanasub kitna hai.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex ko ajkal logon ka join karny ka tanasub kitna hai.
    Ap ke hisab se forex ko daily kitny log join kar rahay hein aur ki join karny ke bad sb is ko serious lety hein ya kuch serious lety hein aur kuch just time pas
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    اصل پيغام ارسال کردہ از: Saabjee پيغام ديکھيے
    Ap ke hisab se forex ko daily kitny log join kar rahay hein aur ki join karny ke bad sb is ko serious lety hein ya kuch serious lety hein aur kuch just time pas
    Forex trading ko Kafi Logon join kar rahe hai Jaise Jaise unemployment Mein izafa Hota ja rahe hain log instaforex ki taraf Aate ja rahe hain qk instaforex se Hum Bina invest KV trade kar sakte hain
    FRD 07 TRADING JOURNAL
    • #3 Collapse

      aslam o alikoum dear brother forex trading business aj kal kafi papular ho rha hai aur kafi people es business main inter ho rhy hain
      • #4 Collapse

        Dear iss ko count tou nahin kya ja sakta kay forex ko daily kitnay log join kar rahay hain lakin ye zaroor kaha ja sakta hai kay iss ko join karnay waloun ki tadad mein daily izafa ho raha hai aur iss baat ka andaza iss se lagaya ja sakta hai hum forum per daily new new logoun ki posts dekhtay hain
        • #5 Collapse

          aj kal forex trading main bohat say log aa rahy hay aur es business main agar hum ziada say ziada mehnat karen gay to he hum market main achi earning kar sakty hay es business main money management karty huway he kam karna chahiey aur esmain tab bohat acha future bna sakty hay
          • #6 Collapse

            Bhai log ya to ni bata sgty k kitny log a rhy hain lakin jis ko b pata chal rha hy wo zaror jaoin kr rha hy aur acha hy k aur achy aur educated log ais field main ain
            • #7 Collapse

              bhai g forex trading aik aisa business hy k is ko aj k dour main bahut ziada log is ko join kr rahy hain iski koi limit ni hy is ki waja yeh hy k jitna profit apko forex trading ka business deta hy itna profit koi doosra business apko ni dy sakta hy aur forex trading ka business wo wahid business hy jisko ap ghr beth k is sy hazaro rupy kama sakty ho
              • #8 Collapse

                Simple si bat hy kuch log mehnat karna janty hain aur kuch chahty hain k bina mehnat k sab kuch hi hasil ho jae aisy log kamyab nahi ho sakty aur jo aik daffa samjh chuka hy forex trading ko wo phir chorny ki sochta bhee nahi aur es mein kafi lig hain jo kamyab bhee hain aur trader bhee hain
                • #9 Collapse

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: Saabjee پيغام ديکھيے
                  Ap ke hisab se forex ko daily kitny log join kar rahay hein aur ki join karny ke bad sb is ko serious lety hein ya kuch serious lety hein aur kuch just time pas
                  assalamu alaikum bhai aajkal Forex trading ko bahut saare log join kar rahe hain Kyun Kii Ye Ek bahut accha kaam hai new business man ke liye isliye new traders bahut zyada dilchaspi le rahe hai isme aur iss Katna Sab Koi hisab Nahi Lagaya Ja Sakta iska confirm to aapko moderately Bata sakta hai
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    dear dekhen forex 1 bht he bara wasi karoobar hai es lia hum es k koi andaza ni laga skte hain q k bht he sare forex k brokers hain or un sub par hazaro ki tadad me roz new log atay hain layken apka jo dosra sawal hai wo bht acha hai dekhen agar sub he esko serius lene lag jaye to sub he kameyab na hojaye es lia bht he kam log hote hain jo esko serius hokr sekhte hain or kameyab trader bante hain mere khayal me wo just 100% mese 20% he hote hain.

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X