EUR kitni European countries ki currency hy

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    EUR kitni European countries ki currency hy
    dear members EUR currency ka to apko pata hi ho ga main ap sy ye poochna chahta houn k kitni European countries aapas mein issi currency mein trading krti hain aur iska unhein kia faida hy
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    اصل پيغام ارسال کردہ از: qasimbaloch پيغام ديکھيے
    dear members EUR currency ka to apko pata hi ho ga main ap sy ye poochna chahta houn k kitni European countries aapas mein issi currency mein trading krti hain aur iska unhein kia faida hy
    Mere Khayal mein to euro UK currency hai aur u k k traders euromail trade Karte Hain UK se related jitni bhi countries hai woh sab European countries hoti hyn
    FRD 07 TRADING JOURNAL
    • #3 Collapse

      Dear aap ka sawal bahut acha hai aur mere khayal mein tou iss waqt tamam european ciuntries iss ko use kar rahi hain aur shayed abhi tak yeh europe kay andar hi use ho rahi hai aur yeh bhi world mein jaga banay ki koshish kar rahi hai
      • #4 Collapse

        EUR almot sab europ main chalta hain or bhot say asy log hain jo EUR and GBP b use akrte hain par pakistan k log ziyda tar log USD USE KARTE HAIN main bhot jald he GBP main accoutn opan karogi bhot he jald qk GBP main apna maza hain rate ziyda hain waha GBP main and really acha profit nikal jata hain
        • #5 Collapse

          off course dear forex main EURO EUROPEAN countries ki currency hain us main kafi sab countries aa jatay hain us main trade ager app ko kerni hai to LONDON session main euro ki news near about 1 pm pay release hoti hain to us time trade ker k app us main acha profit bna sagty hain ya sham k time 5 bajy US session main bhe ache move mil jeay ge tab bhe trade ker k ache income ki ja sagti hai
          • #6 Collapse

            Hi Friends Kia hal ha euro currency agar Google PA search Kia Jay to ya am tor PAr thirty seven sa ziada country ma use hoti ha
            • #7 Collapse

              jo bhe countries euroup main atay hain euro iin sab ki currency hai us main koi aik country shamil nahe hai kafi hain us main trade ager din pakistani time app 1 bajy krean gay to us time us main trade ker k acha profit earn ker sagty hian
              • #8 Collapse

                Eur currency k bare me jahan tak me parha ha wo ye ha k is waqat Europe me 28 countries shamil han jin me se 19 countries officially Eur currency ka istamal kar rahe han
                • #9 Collapse

                  Dear EUR European countries ki mushtarika currency hy jis mein woh aapas mein trading krty hain aur is sy un sb ki economy strong hoti hy aur agr woh kisi doosri currency mein trading krein to un ki apni apni countries ki currency value kam ho jati hy jiska effect un ki economy py parrta hy
                  • #10 Collapse

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: qasimbaloch پيغام ديکھيے
                    dear members EUR currency ka to apko pata hi ho ga main ap sy ye poochna chahta houn k kitni European countries aapas mein issi currency mein trading krti hain aur iska unhein kia faida hy
                    Europe ki jitni bhi countries hai woh sab ke sab your peon dollar he use karte hain aur Euro key value mein increase or decrease B, countries ki wajah se Aati Hai
                    • #11 Collapse

                      agar hum forex trading main money management karty huway trading karen gay to humari trading bohat achi ho sakti hay so humay chahiey keh es business main lalach bhi na karen sabar say kam karen ye bohat zaroori hay tab he hum market main safe earning kar sakty hay
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Bhai kuch pakka tou nahi hy magar jo janta hon us k hisab sy eur qareeb sary eurpion countries ki currency hy aur kuch aur bhee hain magar eur ko ziada favour hy bakio ki nisbat es liye eski movement bhee achee hoti hy aur dosra es waja sy ye aik dam breakout nahi karti

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X