Posts in ramzan on weekends

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Posts in ramzan on weekends
    Dear members aaj markets close hai aur ramzan ka maheena hai jis mein posts karnay ki tadad bahut kam hai tou please aaj holiday bhi hai aur markets bhi band hain tou aaj zayada se zayada quality posts share karain thanks
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    haan bhae easa he kerna parey ga phr he humean acha bonus ache posts our zeada post hoon ge to milay ga main nay bhe abhe regular posting start ker di hai our daily k achay post kroun ge our weeknd us k leay best hai our usmain humean time kafi mil jata hai
    • #3 Collapse

      G bhai aksar log weekend pa khud ko relex kr laity hain halankeh weekend pa bhi post aur kam krna chahaye jo k earn krny ka aik acha time bhi ha aur hm free bhi hoty hain. Thanks to all forex trading members in forex market.
      • #4 Collapse

        اصل پيغام ارسال کردہ از: Sobi2978 پيغام ديکھيے
        Dear members aaj markets close hai aur ramzan ka maheena hai jis mein posts karnay ki tadad bahut kam hai tou please aaj holiday bhi hai aur markets bhi band hain tou aaj zayada se zayada quality posts share karain thanks
        Ji Bhai aapne bilkul theek kaha hai washid close hai aur Ramzan bhi hai isliye traders ko chahiye kya aaj jyada Se Jyada posts aur Jyada Se Jyada bonus banane ke chance to Bataye Kyun Ke Hum jitni Jyada posts Karenge Itni Jyada bonus hoga
        FRD 07 TRADING JOURNAL
        • #5 Collapse

          aslam o alikoum g dear aap nay kafi achi bat ke hai kay jis din agr choti hoti hai too phr aap jitne post kr sakty hain to wo post kr dain zeada say zeada post krain jo post informative hooo
          • #6 Collapse

            forex forum par hum agar ramzan main bhi posts karna chahty hay to asani kay sath kar sakty hay esmain humary liey koi issue nai hay esmain humary liey bohat achi sahulat hay keh hum jab chahy esmain kam kar sakty hay aur market main achi earning kar sakty hay es business main money management karty huway he kam karna chahiey
            • #7 Collapse

              Je bhai ramzan main posts krne ka rujhan logo ka kafi kam raha uski waja se quality post apko bahot kam nazer i hongi lakin ab eid k bad jase e members free hnge apko quality post nazer aana shuru ho jaingi.
              • #8 Collapse

                اصل پيغام ارسال کردہ از: Sobi2978 پيغام ديکھيے
                Dear members aaj markets close hai aur ramzan ka maheena hai jis mein posts karnay ki tadad bahut kam hai tou please aaj holiday bhi hai aur markets bhi band hain tou aaj zayada se zayada quality posts share karain thanks
                I think Ramzan Mein Bose ki dadad isliye Kaam Ho Jati Hai Kyun Ke bahut Sare log Roza rakhte hain aur phir so Jate Hain Jis Walo se Woh forum ko time nahi de sakte
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  Mery khayal mein ramzan mein thora time dena mushkil ho jata hy k rozy mein koi bhee kam karny ko dil nahi karta aur agar humen apna target pora karna hy tou weekend wala option best hy kyo k us time hum rat ko acha khasa time dy k apni posts kar sakty hain

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X