Dear pahle har mah ki 12 date tak bonus mil jata tha laikin baad main fourm pe bataya gaya k new system k mutabiq ab bonus weekly mile ga air wajha se april ka bonus bhi late kia gaya tha laikin is k baad abhi tak weekly bonus nahin mila raha hai to friends kya khyal hai k bonus phir se porane system k tahit mile ga ya weekly main abhi koe masla chal raha hai
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим