"Without experience should not to start real trading"
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #571 Collapse

    Trading bina ke knowledge ka start karna risky ho sakta hai ess lia achi taiyari ka sath trade karna zarori hai kuch log demo account pa kae saal practice kar deta hai aur jab vo real trade karta hai loss kar bathta hai eske waja ya hai ka trade tu karta hai par demo ka paisa gavana ke unko tension nahi hote aur free trade karta rehta hai kabhi profit bhe ho jata hai par jab loss hota hai demo account bhe zero ho jata hai aur jab apna real account use karta hai uspa bhe loss kar deta hai. demo account pa kam karain tu proper tarha sa karain news ko nazar mai rakh kar aur market search karke logo ka reviews dakh kar tab hi app demo account sa kuch sekh sakta hai aur acha trader ban sakta hai.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #572 Collapse

      Yes dear ap ki bat thek ha hum is ma without experience m trading nai kr sakte hein hume us ma hardworking k sath kam krna chaiye ye hamre liye sab se important ha
      • #573 Collapse

        Je many be learn kar kr he tradings shuru ke the and US keh bavaejood mujhi loss huva thaa agar learn kr kar bhi lose kiyaa to khd sochin ky go without learn aay gaa woh to tab her bar he lose kery gaa.
        • #574 Collapse

          Hello all, Miaen nye hon mjhy koch samajh nahin arahaa keh mei form mei hi posting karta rahun kya aur koch nahin karna hogaa mjhy aur mein tradings insta say kesy kar sakta hon mjhy to koch ssaejh nahe arhaa.
          • #575 Collapse

            Yes dear forex trading is better for those who have experienced on every strategy market have many pairs and trading opportunity on different things so we need to learn in which situation which one strategy have better results so you have a good chance to do your best
            • #576 Collapse

              bro , ge actual tradings only tab shuru jab aapko genuine main xpirince hao wrnaa Demo accounts istemal karein nd tajruba achieve karein bcaoz tradings main prctece iss smithing sahi matters aor u will go to lose.
              • #577 Collapse

                han g dear ap balkul theak kah rahy hia k agr ham with out experience kam karin gy to us se ham ko yakeeni toor per loss ho ga. q k ham janty hai kk forex trading aik risky kam hai is lai hamain chahian k ham fully training k bad he is main enter ho or demo per lazmi kam karian taky ham samjh sakain market behavour
                • #578 Collapse

                  experience k bina tou ap kisi bhi business main success hasil nahi kar sakte jese jese ap ka experience increase hota hai ap wese wese ous business main success hasil karte jate hain so forex trading business bhi aik big business hai aur iss main humen big experience ki need hai big success hasil karne k liye.
                  • #579 Collapse

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: mushtaq2017 پيغام ديکھيے
                    bro , ge actual tradings only tab shuru jab aapko genuine main xpirince hao wrnaa Demo accounts istemal karein nd tajruba achieve karein bcaoz tradings main prctece iss smithing sahi matters aor u will go to lose.
                    ge han bhai hmein apne trading ke lie experience ka hona zarore hote he aur hm apne trading mein phle ache trah se practice krein aur practice ke lie demo account sb se best he aur hm apne trading mein ache trah se jb experience hasil kr lete hien phr hmare trading se ache income hote he
                    • #580 Collapse

                      forex trading main agar humara experince hay to he hum esmain kamyab ho sakty hay so humay chahiey keh trading ki ziada say ziada practice karen tabhi hum esmain theak say earning kar sakty hay
                      • #581 Collapse

                        g nai hamain is main sab say pahly demo main practice karni ho gi ta k real main trade karny main koi mushkil na ho skay aur hum is main acha earn kar k market main achy trader ban skay aur sucess on
                        • #582 Collapse

                          hamain trade karny k liye hard work karni ho gi ta k loss kam ho saky aur demo main practice karni ho gi tab hi hum sucess hon gay aur emotion ko kabo main rakhna ho ga ta k achi trade karny main asani ho
                          • #583 Collapse

                            market main experience ho ga tab hi hum run karein gay aur sab say pahly learn karna ho ga tab hi hum run karein gay aur demo main practice kar k hi hum real main trade karny k kabil hon gay aur market main earn ho gi
                            • #584 Collapse

                              Yes brother ap pehly demo py boht ziada practise karen kyo k yahee practise hi apko forex k mutalik sahe batae ge aur jab tak ap seekhny k amal mein hain real trading kabhi na karen
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #585 Collapse

                                Hanji bhaijaan of the Caribbean jab tak Army barracks trading ke baare me knowledge nahi ho I'm a real account main trade nahi karni chahiye is se Hame loss ho sakta hai
                                FRD 07 TRADING JOURNAL

                                اب آن لائن

                                avatar Ayn
                                Working...
                                X