"Without experience should not to start real trading"
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #436 Collapse

    ya jab aap new hote hai forex me to aapko kabhi trade karna nahi chaye kyuki usse aapko bahut hi risk hota hai agar aap sahi tarah trade karte nahi hai to aapko bahut hibad aloss me jana hota hai aur aapko apana account bhi khalo ota nazar aa jata hai ye market bahut hi risky hota hai real me risk kam hi karna chaguye aapko
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #437 Collapse

      well my dear friend, aap nay bilkul theek kaha hai, jesay kay hum sub he jantay hain kay Forex trading aik highly risky business hai aur iss mein seconds mein hamra profit jo hai wo loss mein convert ho sakta hai hamaray inexperience ki waja say iss leay humein Forex ko properly study aur understand karnay baad he real account mein trading karni chaheay...
      • #438 Collapse

        اصل پيغام ارسال کردہ از: atif0007 پيغام ديکھيے
        i have started real trading and now i have lost all of my capital my experience is only 3 month , so now i want to practice demo trading more and more i think that there has no alternative way of demo trading minimum 6 month .
        yer agher koi bi new trader with out experience trade karey ga tu is ko koi fada ya profit ni ho ga bilky is ko loss hi zada ho ga agher koi profit bi hoha tu kam but loss big ho ga is ko in forex
        • #439 Collapse

          G ma ap ki bat sa bilkal mutafik hn or mujhy ap ki ya bat boht achi lagi ha k experience k bagar apko trading nahi karni chahiya q k ap ko loss ho sakta ha agr ap bouns k sath trading krta hn tu sath sath demo trading krni chahiya ta k ap loss sa bach jain gy.
          • #440 Collapse

            forex aik business hay yahan wohi insan kamyab hay jo hard work karta hay kiun kay jab ham hard work kartay hain hmaray pass experience aur skills aati hain aur knowledge ata hay phir ham kamyab trader ban jatay hain
            • #441 Collapse

              Kuch log es business min ate hin to kuch tajurba nahi hota he aur wo chahte hin k yahan se kafi bari earning aur buhat hi jaldi kar lin es wajah se wo aksar loss bhi kar jate hin to baghir tajurbe k to kowi bhi kaam ho nahi sakta he aur ye business bhi eisa hi he k es min hum lagtar trading kar k tajurba hasil kar sakte hin.
              • #442 Collapse

                gee han hame kabhi bhi real.account main without experience k kam nahi karna chahie balke hame sab se pehle demo account se experience hasik karna chahie or us ke bad hi hame real account main trade karni chahie
                • #443 Collapse

                  jee janaab aap ki baat bilkul theek hai agar hamain experience nahin hai knowledge nahin hai to hamain real trading nahin karni chahiye balkay demo mein kaam kar kay forex ka experience or knowledge haasil karna chahiye
                  • #444 Collapse

                    without experience ap real trade na krna and forex aik real business hay is mein koi fraud nahi hay ap jitna earn karo gay woh ap ko milay ga isi liye mein sab dosray business ko chor kar sirf forex ko prefer karta hon and forex ko learn karnay ki try karta hon takay mein feature mein aik kamiyab trader bano .
                    • #445 Collapse

                      G han app ne sahi kaha ha hmen kabhi bhi experince k bgair kabhi bhi trading nahi karni chahye real account me phely hmen trading k bary me kafi acha experince chahye hota ha or experince hmen demo account se hasil hota ha is business ka
                      • #446 Collapse

                        without experience real trading na karo aur forex mein aap quick money eanr kar skatay hian aur is business mein aap success ky liye effiort kartay ho aur successful trades apna secret kabi bi share nai kartay aur is liye aap khud sy stragies create karey aur apna scret banaye.
                        • #447 Collapse

                          Yes without experience k knowledge k Forex trading means real trading start nai kerni chahye yeh dangerous ho jata hai or is terha se join kerne wale ziada ter lose hi kerte hain means first demo per two se three months practice ker k real trading mein jana chahye.
                          • #448 Collapse

                            g han bilkul mein ap ki is bat say agree karta hun k agar k ap k pas experience nhi hy to ap ko bilkul bhi real account par trading nhi karni chahiye kyun k loss ka chance hota hy
                            • #449 Collapse

                              Mere khiyal se apki bat kafi had tak thik hai, q k jo log without experience k trading ko start kerty hein tu wo akser loss ho uthaty hein,or jab ap experience k sath trading ko shoru kerty hein ap zada profit hasil ker sakty hein
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #450 Collapse

                                han gg bilkl jb tk hum log forex ky bary mein expert na ho jayn us wqt tk hmein real trading nahee krni chahye blky phly practice krni chahye

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X