Kabhi kabar market two different levels kay beach phas kiun jata hai.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Kabhi kabar market two different levels kay beach phas kiun jata hai.
    Main ne aksar note kia hai kay ranging market main market 2 levels kay beach main phasa hua hota hai. Hamain chiay kay jab bhi hamain bonus milay us per aisi situation main trading na karain.
    Kiun kay side by side per samaj ni ati market ki kay kab break through ho jay or aksar fake break outs bhi hotay hain.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Aisa hi hai kbi aisa hota hai ke market just like aik chalar view main a kar phns jati hai na up hoti hai na down agr kisi asi situation main ho tu ap ko chaye ke asi sorat maim trade na lagein aur us doran rest karen aur market ka kisi aok smit move karny ka wait karenkoun ke asi sorat main trade lgany ka koi khtar khwa faida nai hoti ulta trader hamesha ki tention main rahta hai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #3 Collapse

      Bilkul Bhai Jan trading ke daoran aisa hota Hy or us time mere khyal seller or buyer trade mn inter nai ho rahe wo entry point or sahi direction ka wait Kar rahe ho jis see market Thora stay Kar jati or trans bhi koi khas simat ka nai ban Raha hota

      اب آن لائن

      Working...
      X