Risk in forex?
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Risk in forex?
    Ziada tar log forex trading ko bahut ziada risky smjhty hain mery khyal mn forex trading bahut he profit able trading hai aor ya risk free hai ager ap ko market trend market analysis ka achi trah ilam hai tu aor ap ki trading market trend k mutabiq ho tu
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Forex members agar ap daikhen to trade 2trha ki hain aik confirm aur aik riski. In dono main farq yeh ha keh confirm waly k pas experience hota ha aur riski k pas experience km hota ha aur koshish kren risk k chakar main he paren to behter ha aur forex risk k baghair bhi earning achi da rahi ha .thanks
    • #3 Collapse

      g han forex risky business hay hamy apni trading planing esi karni chaye key ham risk factor ko kam karen or take profit high point par raken es se profit ka margin zeyda ho ga.
      • #4 Collapse

        اصل پيغام ارسال کردہ از: Ali Akbar khan پيغام ديکھيے
        Ziada tar log forex trading ko bahut ziada risky smjhty hain mery khyal mn forex trading bahut he profit able trading hai aor ya risk free hai ager ap ko market trend market analysis ka achi trah ilam hai tu aor ap ki trading market trend k mutabiq ho tu
        Forex trading profitable business ke saath saath risky business bhi hai aur his Main Agar Hum profit banana chahte hain toh uske liye Jaroori Hai Ke Hum rashke Magar Hum ruk nahi Lenge to Humma trading bhi nahi kar Sakenge
        FRD 07 TRADING JOURNAL
        • #5 Collapse

          ye app ki baat theek hai our logoun ki souch bhe theek hai forex aik risky business hai our jo member us risk ko kum kerna nahe janta hai to wo us main loss kerta hai or kabhe bhe professional trader nahe ban sagta hai
          • #6 Collapse

            Forex utna hi risky he jiti koi bhi normal trading hoti he zeyada risky us surat me he k jb koi trader baghair seekhy forex start krta he, zahir he us ny loss ka samna hi krna he q k forex ko seekhy baghair is se profit lena na.mumkin he
            • #7 Collapse

              Bhai g forex sirf unhi logon k liey risky saabit hoti hy jo bagher knowledge ya demo practice k is mein trading krty hain aur phirloss ka saamna krty hain agr apky pas knowledge,practice,planning aur strategy hain to ye risky hony ki bjaye kafi profitable business hy
              • #8 Collapse

                forex trading kafi risky hoti hay.,is main market main kafi fluctuain hoti hay.,.jis sy loss hony ka khtra kafi zyada hota .,is main trend k acrding trade honi chaye ta k profit ho loss na ho,,,but ager trend k againts trade k jaye gi ya trend acanak change ho jaye ga tou tb bhi loss ka khtra zayda hy
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  Bhaibmry khyal main to apbko confrim ya riskly waly chacker main na prhao to he acha hy q k market ka koi pata ni hy no dout forex both he profit wala kam hy lakin riskly log ais main zaida kamyab hoty hain and also luckly one b

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X