My 6 month experience in trading

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    My 6 month experience in trading
    Friends mujhe forex pe kaam karte hoe 6 month ho chuke hain is time main mujhe start main loss aur ab aik acha profit hasil hoa hai start main kuch ghaltian hoe thi laikin phir un ghlation se seekh k main ne bahot acha experience hasil kia hai mere khayal main trading jitna tention free ho k ki jae utna bahter hoti hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Well, dear aap theak hi keh rhe ho trading jitna ziada tension free ho k ki jay utni ziada profit able hoti hai, agar ham koi trade open kr k tension len ge to ham crorect decision ni le saken ge isliye main yahi kahun ga k hamen trading tension free ho kr hi krni chahiye yahi hamare liye better hoga.
    :1f33a:​KHAN70 TRADING JOURNAL:1f33a:

    CLICK HERE FOR MY VISITING JOURNAL
    • #3 Collapse

      insan Jo bhi Kam karta Hy pehle use sekhta or jab prectically karta Hy us men galtyan hoti or wahan us galtyon see Jo Banda skhta h mere khyal men kiss aor Chez see sabak nai milta
      • #4 Collapse

        forex mein starting mein maximum new traders ko loss hota hy aur woh baad mein apni ghaltyion sy seekh k successful trader banty hain aur jahan tk trading ki baat hy to us mein apny apko tension free rakhna parrtahy keun k agr ap tension k mahol mein trading krein gy to ap sy ghalat faisly hon gy jin sy loss ho skta hy
        • #5 Collapse

          Bilkul perfect baat ke hay bahi sab se eham cheez yehi hay kay jo ghaltiyaan ham 1 baar karty hain un ghaltiyon se ham seekhin aur un ghaltiyon ko repeat na karin. Agar ghalti repeat karty rahin to phir ham ko trading nuqsaan he dy ge. Faaida nahe.
          • #6 Collapse

            Ap sab friends ke achy ray hy ham forex ma loss kar k b bohat kuch seekhty hen mera khayal forex trading ma agar ham aik strategy bana kar trade open karty hen to tension free ho k us strategy pa amal karna chaye in the middle confuse nai hona chaye
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #7 Collapse

              agar hum forex trading main experince rakhy gay to hum market main bohat achi earning kar sakty hay aur experince humay market main mehant karnay aur demo account par practice karnay kay baad he ata hay so humay esmain seekhty rahan chahiey tab he achi earning kar sakty hay es business main

              اب آن لائن

              Working...
              X