Bullish movement vs bearish movement .

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Bullish movement vs bearish movement .
    Trading k doran market ki movement bullish ya bearish jab hoti hy to ap ki trade jab bi bullish main ja rahi ho aur apka trade sell main laga ho to ap trade ko foran band kr lo kio k bullish movment control main ni rehti aur apko ziada loss ho sakta hy to is sy bachna chahiy.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dear movement bulish ho ya bearish ho jab market against jane lagge tab hamen apni trades ko zarur close krna chahiye q k agar market ne hamare khilaf trend bna lia hai to kia pta market kitne tak jati hai isliye hamen ahtiat k sath trading krni chahiye aisa na ho ke ham market ke reversal k waot men apna sara balance zai kr den.
    :1f33a:​KHAN70 TRADING JOURNAL:1f33a:

    CLICK HERE FOR MY VISITING JOURNAL
    • #3 Collapse

      Dear mujhe to ajkal gold ki smjh nahin aa rahi hai bahot hi difficult ho chuka hai in dinon main main ne to buy kar rakha hai 1292 se laikin gold 1300 pe hi ruka hoa hi plz mujhe k bare main batain k is ka future trend kis taraf jane wala hai
      • #4 Collapse

        Bhai apki baat 100% correct ha keh jb markeet jis taraf jaye ap usi hisab se deal kren kam krny ki noeyat isi hisab se honi chahaye jis taraf markeet ka rujhan ho is k lia apko seniors k sth coordinate krna ho ga. SSave your account with control your emotions. Thanks dear
        • #5 Collapse

          AP ne thek kaha lekin market kar trans confirm bhot Kam hota apposite ttand ke agar trade lagi ho to bilkul hamen apni trade cancel Kar Deni chaie
          • #6 Collapse

            dear order koi bhi laga ho bullish ya bear ka jb bhi market hamary lagaye huye trade k opposite move kry to hamein apni trade ko close krna chahiey lekin us sy bhi behtr hy k pehly sy stop loss laga ho aur trade close krny mein ziada jaldi nhi krna chahiey keun k market k wapis aany chances bhi hoty hain
            • #7 Collapse

              Ap ne aik wise mashwara diya hai lekin aksar traders ki ye psyche hoti hai ke wo loss bardasht nahi kar saktay aur wo wait kartay hain ke kab market wapas profit main ati hai halanke ye sach hai ke jab koi pair aik trend pakar leta hai tu phir wapas original price pe jana bohut mushkil ho jata hai is lie beshak loss main ho hamain trade close kar deni chahie.
              • #8 Collapse

                Trader ko hamesha trade lgany ke bad us par focus karna chaye chaye koi bhi movement ho rhi ho bullish ya bearish koun market ko kbi bhi nazar andaz nai kia jata lekin kisi bhi movement main trader ko jald bazi ka mozeria nai karna chaye koun ke market aik hi smit direct move nai karti agr aik bar ap nay order sell ka lgaya hai aur market bullish move kar rahi rhi tu usay thora waqat den koun ke ho skta hai kuch time bad wo phr apni position main wapis a jay aur us waqat ap order loss main close kar chukay hon tu koi faida nai hota
                • #9 Collapse

                  Dear main apki baat sy agree nhi kroun ga keun k agr market bullish mein jaye chahy bearish mein aisa possible nhi k ye bullish mein control nhi hoti aur bearish mein ho jati hy market behavior ka kuch pata nhi chalta ye kisi bhi direction mein move kr skti hy aur agr iski movement Musalsal aik hi direction mein jaye to trend ban jata hy
                  • #10 Collapse

                    dear market jis side bhi mrzi chali jaye bulllish main ya bearish main,. us sy app ko loss ya profit zror hota hy.,,.ager markete ka trend achanak chagne ho jaye tou sl zroor lga hona chahye ta k zayda loss na ho or markete k ternd ka pta chalta rhy
                    • #11 Collapse

                      agar hum forex market main analysis karen gay to he hum market main andaza lga sakty hay keh market main hum kosi trade karen agar hum trend main reh kar trade karen gay to humari trading bohat achi aur safe hoti hay aur humay trend say out ho kar trade nahi karni cahheiy es say loss he hota hay
                      • #12 Collapse

                        Bhai bullish ya bearish ki movement aik jesi hoti hy aisa bilkul nahi hy k bullish fast aur bearish slow aisa bilkul nahi jo news ati hain us mein expert yahee kehta hy k aj es chez ki bullish ya bearish movement hi ge aur yahan tak ho ge ta k hum us hisab sy trade lagaen
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: Bullish movement vs bearish movement .

                          dear brother Mein karta hun kya sab theek ho gaya Ham Sabko Achcha kam Karna Hai vah Kyon ka Achcha aur best quality wala kam Karte Rahane se Ham Sab baccha best quality Hasil ho sakti hai Ham Sab Kuchh chahie Kyon Forex ke bare mein Jada Jada Mahina ke sath kam Karen Kyon kya Karan tha Forex ke bare mein acchi aur best quality wala kam Karenge Aur mehnat Ke Sath kam Karenge tab jakar Hamen acchi kamyabi Hasil Ho Gaya aur ham Sabko Achcha profit Hasil Hoga aur ham Sab acchi trade kar Sakenge Shukriya

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X