Does anyone know? Is Forex Trading haraam or halaal?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Does anyone know? Is Forex Trading haraam or halaal?
    Aoa. dosto umeed hay aap sab theek hon gay. Mera question ye hay kay kaafi logon se mane suna hay kay trading aik jaaiz karobaar nahe hay aur ye haraam hay. Mera zaati khyaal ye hay kay esi baat nahe hay. Kun kay ham 1 cheez apni marzi se khareedty hain phir market main jesa us ka rate ho usko sell karty hain. Aap logon ka kya khala hay es baary main?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dear kch olama k nazdeek forex halal hai to kch isse na jaiz smajhte hain, but mera opnion ye hai k forex halal hai aur isse zarur krna chahiye qk jiss business men profit aur loss dono hote hain wo halaal ho jata hai han ye zarur hai k hamare acount men swap ni hona chahiye hamara acount swap free hona chahiye tab hi hamare liye as Muslim better rhe ga.
    :1f33a:​KHAN70 TRADING JOURNAL:1f33a:

    CLICK HERE FOR MY VISITING JOURNAL
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #3 Collapse

      forex trading aik bohat acha business hay agar hum es business main achi eaning karna chahty hay to esmain money management karty huway he kam karna cahheiy tab he hum market main earning kar sakty hay mery khyal main forex trading haram nahi hay es business main bohat sary log kam kar ray hay

      اب آن لائن

      Working...
      X