Easy stragty for newbie trader....

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Easy stragty for newbie trader....
    Jo log trading men new hain aur bonus pe trading kr rhe hain aur unhen market ko analyse krna bhi ni aata hai , to unhen chahiye k wo kissi major support ya ressistant per hi sell buy kren ayr apni trades men small lot ko use kren ta k wo apne bonus ko save rakh kr thori bahot earning bhi kr saken.
    :1f33a:​KHAN70 TRADING JOURNAL:1f33a:

    CLICK HERE FOR MY VISITING JOURNAL
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Kafi achi suggestion de hay bahi aapne. Account ko manage kar kay chalana choti lot size use karna, aur small targets rakhna mery khayal se new trades kay ly best rahy ga. Es market main jo pehly he loss karta hai wo dar jaata hai aur dill trading pe nahi karta hay phir.
    • #3 Collapse

      Wah bhai ap ne new traders ko real time advice de hai kun ke har new banda bhe itna to judge kar sakta hi kahan se market turn hoe hai wahn py line laga le aur next time wah se trade entries aur profit lata rahe
      • #4 Collapse

        Dear ap ny newbies k liey kafi achi aur aasan strategy batayi hy aur agr wo isay follow krein to woh forex k real account trading mein acha start ley skty hain keun k in levels py buy ya sell krny py profit k ziada sy ziada aur loss k bahot kam chance hoty hainlekin phir bhi inhein chahiey k stop loss aur take profit ka istemaal zroor krein
        • #5 Collapse

          Bhai apne bilkul thk kaha jo log new hain forex main aur bonus pa kam kr rahy hain woh aik to earning k lia kam chah rahy hain to trad aisi lagaen keh jis main kuch margin ho aur minimum lot pa kam kren to us se apko kuch na kuch earn ho ga.
          • #6 Collapse

            agar hum new hay to humay cahhiey keh differnet kisam ki trading strategies ko use karty huway trading karen kyun keh es thra he trading main hum expert ho sakty hay aur market main achi earning kar sakty hay es business main humay lalach nahi karna chahiey kyun keh lalach main loss he hota hay
            • #7 Collapse

              Starters ko pehley trading ko learn karna hota hai takey wo market ko read kar sakein aur trade mai right time pey entry aur exit ley sakein. beginners ko koi bhi strategy development sey pehley trading ka experience gain karna hota hai jis k liye time required hai is liye pehley trading ko seekhein.
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #8 Collapse

                g han newbies ko trading ki samaj zeyda nahi hoti or esy traders market ko achi tarha analysis be nahi kar sakty, support and resistance ki strategy bahot hi easy or simple hay jes use karny se kam se kam loss to nahi hota or profit key chances be 90% hoty hey.

                اب آن لائن

                Working...
                X