"Forex should be a side job and not the main job "

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #391 Collapse

    bhai ya ap par depend hai k ap forex market ko main job ya side job samjhtay ho.mery khayal say ap forexmarket ko side job ya main job bhe samjh kr jion kr sakty ho.
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #392 Collapse

      Mara khayal ma forex dono tarha thk ha side job or main job q ka ya hama itna ka earning dati ha ka ham apni zindagi ka ghuzar basar kar sakta ha ya part time job or main job dono tarha kam a sakta ha Mara khayal ma.
      • #393 Collapse

        dear ye ab depend karta hai k jo banda ais par kam kar raha hai aus k pass phly koi aor job hai ya nai, agar aus k pass phly hi koi job hai to wo forex ko part time k tor par use kar ly to aus k ais ko zayda faida hota hai agar aor kam ni hai to full time ais par mehnat kary.
        • #394 Collapse

          Basically hum Forex ko as a part time work bhi kar sakty han and full time bhi kar sakty han ye totally humpar depend karta han lekin humy koshish ye karni chahye k hum is business me zyada se zyada time spend kary is trha humara knowledge bhi increase hoga and humari trading skills bhi improve hogi.
          • #395 Collapse

            Nai agree ye depend karta hai agar ap achy trader ho or ap ki sb zrooriyat trading sy poori ho rahi hain to ap forex ko full time job k tor per b kar sakty ho bus ap per depend karta hai jesy ap karna chaho.
            • #396 Collapse

              dear jo jobless logo hoty hey un k ley to forex hi main business hota hay jes se wo apny akhrajat pory karty hey magar ho job waly hoty hey un k ley forex side job hi hoti hay
              • #397 Collapse

                forex ayk side job bhi hai aur part time bhi . forex job ko hum apni mrzi se kisi bhi time ksi bhi din kisi bhi jaga pr kr skty hain. jb ky baki job ky lye time din aur jaga fix hoti hai.
                First LEARN Then You Can Remove The "L"
                • #398 Collapse

                  Dear forex hamre liye sab se main job ha hum is ma kam kr k bohat kuch hasil kr sakte hein hume is ma hardworking k sath kam krna chaiye ye hamre liye sab se best h
                  • #399 Collapse

                    mery b app kee marzee hai, aap Forex ko side work ky ley istemal karte hao yaa mein work ky ley aap ko chaeye ky aap Forex pr agr earning karna chaeyete hao to aapko kam karna hao gaee app per inhesar hai keh app kes thraen se kam karna chaeyte hao ful times jobee parttime aor ager app more kama krana chaeyete hao to aap ko more wakat denaa hao gaa.
                    • #400 Collapse

                      Bhai koch laog iskao side kam be krty hein lkn koch laog iskao ful tym data hein aor yaa ap par ha, iskao jatnaa tym do gay apkaa he fidaa ha, aor aapko he iski soch aya gi.
                      • #401 Collapse

                        Yes dear its all side job kiun kay agar kabi aap ko loss ho ga to kabi profit bhi to ho ga perment salary or real business is better than forex because in forex our investment is on risk due to our mistakes so first of all take as side job and trade rarely on low risk and highly sure basis
                        • #402 Collapse

                          forex trading aik bohat acha businenss hay agar hum koi regular job karty hay to uskay sath sath hum part time job karna chahty ahy to humay chahiey keh forex trading ko karen ye aik bohat acha business hay
                          • #403 Collapse

                            is forex main trade karny k liye hard work karni ho gi aur is main hum part time main bi job kar sakty hain aur full time main bi kar sakty hain aur trend ko mind main rakh k hi hum sucess ho sakty hain it is best
                            • #404 Collapse

                              yes aap ka kehna durust hai forex ko part time job hi rakhna chaye kiu k ye aik risky business hai is pe complete trust nahee karna chaye aik regular job ya business ka hona zaroori hota hai
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #405 Collapse

                                اصل پيغام ارسال کردہ از: Suhail450 پيغام ديکھيے
                                yes aap ka kehna durust hai forex ko part time job hi rakhna chaye kiu k ye aik risky business hai is pe complete trust nahee karna chaye aik regular job ya business ka hona zaroori hota hai
                                ge bhai hm apne forex trading mein jes wqt bhe kam krein kr skte hien aur hmein apne forex trading mein mhnt krne he aur apne forex trading mein pore itemad se kam krna he aur hm apne forex trading se regular profit hasil kr skte hien jb hm apne forex trading mein ache experience se apne trading krte hien

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X