News se profit kese banaya jay....

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    News se profit kese banaya jay....
    Trading men bahot se log aise bhi hain jo sirf news pr trading krte hain aur profit collect krte hain, aik expert trader ki stragty main aap se share kr rha hoon, news k dora aik hi pair pr sell aur buy dono ka order lagana aur unke stoploss sell and buy k motabiq qareeb tareen support ya ressistant pr rakh dena.
    Kia ye stragty aapko pasand i hai...
    :1f33a:​KHAN70 TRADING JOURNAL:1f33a:

    CLICK HERE FOR MY VISITING JOURNAL
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Ye wakai main he 1 achi strategy kay jo kay news kay doraan kaam kar sakti hay aur aapko acha profit day sakti hai. Lekin sirf ab dekhna he hoga kay sl kitna lagana hay. Baki strategy achi hay. Aur amal karny kay kabil hai.
    • #3 Collapse

      Jitny bhi expert traders hain woh news sy kafi achi profit earnings krty hain keun k unhein news ko read krny aur unhein samjhny ka pata hota ap forex factory ki website sy news ka pata kr skty hain aur us mein kisi bhi currency ki value future mein kam ya ziada hony ki predictions di hoti hain bs sirf unhein samjhny ki zroort hoti hy
      • #4 Collapse

        Forex trading m news k roll se inkar Ni Kia ja skta news bht important roll ada krti hen aur aik acha trader news k mutabiq trade lga k achi earning KR skta ha.zyada TR aisa bhi hota ha k hm news ko parhy bghair trade lgaty hen aur loss krty hen.
        • #5 Collapse

          Exactly brother ap thek keh rahe hen news ka trading per bahot effects hote hen or jo log is chez ko samjh gae wo bht short time main kafi profit earn krlete hen. Or jo strategy ap keh rahe hen wo bhi kafi had tak thek he lakin wo just aik time limit tak he use musalsal ap apply nahi kr sakte.
          • #6 Collapse

            Agaraap big news se profit earn karna cahhtay hain tu aap ko bohut ziada alert rehna paray ga ke jaisay hi news aey aap fori action lain ya phir buy stopp or sell stop lagana paray ga. Lekin is se pehlay aap ko bohut ziada study karna paray gi us news ke hawaly se ke us ka market par kia affect parnay wala hai.
            • #7 Collapse

              اصل پيغام ارسال کردہ از: Khan70 پيغام ديکھيے
              Trading men bahot se log aise bhi hain jo sirf news pr trading krte hain aur profit collect krte hain, aik expert trader ki stragty main aap se share kr rha hoon, news k dora aik hi pair pr sell aur buy dono ka order lagana aur unke stoploss sell and buy k motabiq qareeb tareen support ya ressistant pr rakh dena.
              Kia ye stragty aapko pasand i hai...
              Josettante ji aap Bata rahe hain usko adjan kehte hain aur jab market ke baare mein news aati hai toh traders co exact market ki movement Ko Pata Chal jata hai aur unko Hai Jeene Nahi Karni padti
              FRD 07 TRADING JOURNAL
              • #8 Collapse

                main nay dost aj tak news trading boht kum ki hai our profit nahe bana sga hoon kon k us main ap k koi fundamental analysis useful nahe hoty hian ap ko ager acha profit kerna hai to technical ko siekhain our us pay he ap acha profit earn ker pain gay
                • #9 Collapse

                  news time p trading krna aik achi stretgy hy per aik hi pair ko buy aur sell bi kr dena bahuut beri bywaqoofi hy kio k yeh koi sahee treeqa Ni hy trading ka yeh AP short cut keh sakty ho aisa krny sy apko ho sakta hy profit aay bi Ni aur agar aay bi to doosri side p it a loss bi sath main chal raha ho ga to main yeh kahoo ga k news k time p trading zaroor kro per sahee annaylsis kr k aur news ko parh k trading ap kro gy to apko trading main earning zaroor ho gi
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    dear news py trading k liey zroori hy k pehly news ko samjha jaye keun k news ka result 100% nhi hota balky ye 65% sahi aur 35% ghalat hota hy is liey news time py instant order lagany sey behtr hy k pending order lagaya jaye aur support & resistance levels ka khayal rakhty huye jo market price chal rahi hoti hy us sey thora faasly pay lagaya jaye

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X